Saaya Tera Lyrics

Saaya Tera Lyrics In Hindi from Hi Papa: is latest Hindi song sung by Anurag Kulkarni & Chinmayi Sripaada featuring Nani & Mrunal Thakur with music is given by Hesham Abdul Wahab while Saaya Tera song lyrics are written by Kausar Munir. The music video directed by Shouryuv.

Saaya Tera Lyrics - Hi Papa
Saaya Tera Song Details:
Song:Saaya Tera
Movie:Hi Papa
Singer:Anurag Kulkarni,Chinmayi Sripaada,
Lyrics:Kausar Munir
Music:Hesham Abdul Wahab
Starring:Nani, Mrunal Thakur

Saaya Tera Lyrics

Saaya Tera
Tera Saaya Saanson Mein Yun
Ghul Gaya Ghul Gaya

Mere Khuda
Jaise Jannat Ka Darwaja Khul Gaya
Ho Ab Mere Kya Hoga

Dheere Dheere Se Zara Chalo
Dil Ki Kahani Na Suno
Jane Kahan Le Jaye Hawa
Dil Ke Paron Pe Na Udo

Saaya Tera
Tera Saaya Saanson Mein Yun
Ghul Gaya Ghul Gaya

Mere Khuda
Jaise Jannat Ka Darwaja
Khul Gaya

Ho Dil Ye Kahe Tu Jalta Tara Bahti Dhara
Tujhko Mangu Jagun Main Raat Bhar
Teri Adayein Ho Gaya Fida Re
Tu Sach Hai Ya Sapna Bas Naam Bata De Apna

Muskuraye Aise Haye Man Mein Moti Chamke
Chun Chun Ke Main Mala Bunta Hoon Re
Teeno Jahano Mein Na Aisi Haseena
Aasmaan Se Jaake Koi Keh De

Dheemi Dheemi Dhadkano Mein
Baj Jati Hain Payal
Mere Aage Chham Se Tu Aa Jaye
Hathon Ko Thame To Mil Jaye Khajane
Dil Pe Mere Noor Ki Boonde Barse

Dekhun Jahan Tu Hai Wahan
Sare Nazaare Tere
Teri Yaad Ki Hai Aaj Bhi
Tasveere Dil Mein Mere

Dheere Dheere Se Zara Chalo
Dil Ki Kahani Na Suno
Jane Kahan Le Jaye Hawa
Dil Ke Paron Pe Na Udo

Saaya Tera
Tera Saaya Saanson Mein Yun
Ghul Gaya Ghul Gaya

Mere Khuda
Jaise Jannat Ka Darwaja
Khul Gaya

Ho Dur Ab Na Hona
Saaya Tera
Written by: Kausar Munir

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net