Mujh Mein Bas Jana Lyrics

Mujh Mein Bas Jana Lyrics from Prem Geet 3: is latest Hindi song sung by Palak Muchhal & Dev Negi with music is given by Kalyan Singh. Mujh Mein Bas Jana song lyrics are written by A.M. Turaz. The music video starring by Pradeep Khadka & Kristina Gurung.

Mujh Mein Bas Jana Lyrics - Prem Geet 3
Mujh Mein Bas Jana Song Details:
Song:Mujh Mein Bas Jana
Movie:Prem Geet 3
Singer:Palak Muchhal,Dev Negi,
Lyrics:A M Turaz
Music:Kalyan Singh
Starring:Pradeep Khadka, Kristina Gurung

Mujh Mein Bas Jana Lyrics

Tere Pyar Ki Barish Ko
Tarse Dil Ki Zameen
Dil Pe Ishq Barsa Na

Tanha Hoon Main Mujhko
Khalti Hai Teri Kami
Mujhe Mukammal Karja Na
Mujh Mein Bas Jana

Itni Aasani Se Chahat
Kisko Kab Hai Mili
Tu Deewana Banja Na

Phir Sajaungi Tere Liye
Dil Ki Ye Gali Dede Koi Nazrana
Yahan Se Na Fir Jana

Palkon Pe Tujhko Jana Rakhna
Hoga Meri Aankhon Ka
Sabse Pehla Sapna

Itni Chahat Mujhko Hai Kaafi
Jacha Hai To Aajma Lena
Meri Wafadari

Sun Karke Teri
Aisi Ye Baatein
Mar Jaun Main
Mar Jaun Main

Tu Keh De To
De Doonga Ye Jaan Abhi
Karunga Na Bahana

Tanha Hoon Main Mujhko
Khalti Hai Teri Kami
Mujhe Mukammal Kar Jana
Mujh Mein Bas Jana

Aaja Kareeb Mere Naseeb
Door Nahi Rehna
Aankhon Se Aankhen Mila Ke
Tujhko Hai Apna Kehna

Kismat Pe Ab Mujhko
Hone Laga Hai Yakeen
Tere Bina Kitni Thi
Adhuri Ye Meri Zindagi

Jo Bhi Hai Baki Ab Zindgaani
Wo Karz Hai Humpe
Chukana Hai

Aao Kar Lein Waada Aisa
Toote Na Toote Na
Sang Ye Choote Na

Milta Hi Nahi Hai Aisa
Mauka Dil Ko Dobara
Shiddat Se Ishq Farmana
Mujh Mein Bas Jana
Written by: A M Turaz

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net