Kudmayi Lyrics

Kudmayi Lyrics In Hindi from Rocky Aur Rani Ki Prem Kahani (Movie): is latest Hindi song sung by Sachet Tandon featuring Ranveer Singh & Alia Bhatt with music is given by Pritam while Kudmayi song lyrics are written by Amitabh Bhattacharya. The music video released by Saregama Music.

Kudmayi Lyrics - Sachet Tandon
Kudmayi Song Details:
Song:Kudmayi
Movie:Rocky Aur Rani Ki Prem Kahani
Singer:Sachet Tandon
Lyrics:Amitabh Bhattacharya
Music:Pritam
Starring:Ranveer Singh, Alia Bhatt

Kudmayi Lyrics

Salma Sitaron Wali
Shagna Di Shab Aayi Re
Banno Se Bane Ki
Milne Ki Jo Rut Layi Re

Shehnai Yun Goonji
Sabki Aankhein Bhar Aayi Re
Shehnai Yun Goonji
Sabki Aankhein Bhar Aayi Re

Ho Solah Baras Ke Do Kadam
Chaukhat Ke Bahar Kya Gaye
Teri Kudmayi Ke Din Aa Gaye

Haye Banno Pardesiya Ke Desh Ke
Chaubare Tujhko Bha Gaye
Teri Kudmayi Ke Din Aa Gaye

Le Raha Sau Balaye Teri
Maayi Babul Ka Ghar Baar Hai
Ho Genda Gulabon Se Saji
Doli Teri Taiyar Hai

Jhoolon Ke Mausam Wo Tere
Hamse Roke Bhi Roke Na Gaye
Teri Kudmayi Ke Din Aa Gaye
Ni Teri Kudmayi Ke Din Aa Gaye

Alvida Mundero Ko Jab Tu Keh Ke Jayegi
Raunak Haveli Ki Sang Leke Jayegi
Koyalein Subah Kisko Neend Se Jagayengi
Dhoop Angane Mein Ab Se Kis Se Milne Aayengi

Khulke Kabhi Jo Na Kaha
Karte Ham Aaj Swikar Hai
Apne Bhaiya Se Kehna Na Kabhi
Hamko Tujhse Jyada Pyaar Hai

Hathon Mein Chude Saj Gaye
Tere Gudiya Khilone Kaha Gaye
Teri Kudmayi Ke Din Aa Gaye

Ho Solah Baras Ke Do Kadam
Chaukhat Ke Bahar Kya Gaye
Teri Kudmayi Ke Din Aa Gaye
Oh Teri Kudmaayi Ke Din Aa Gaye

Salma Sitaron Wali
Shagna Di Shab Aayi Re
Banno Se Bane Ki
Milne Ki Jo Rut Layi Re

Shehnai Yun Goonji
Sabki Aankhein Bhar Aayi Re
Shehnai Yun Goonji
Sabki Aankhein Bhar Aayi Re
Written by: Amitabh Bhattacharya

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net