Kuch Baatein Lyrics

Kuch Baatein Lyrics by Jubin Nautiyal ft. Payal Dev is latest hindi song with music given by Payal Dev herself and starring Gurmeet Choudhary, Musskan Sethi, Sana Khan. Kuch Baatein song lyrics are written by Kunaal Verma while music video released by T-series.

Kuch Baatein Lyrics - Jubin Nautiyal
Kuch Baatein Song Details:
Song:Kuch Baatein
Singer:Jubin Nautiyal,Payal Dev,
Lyrics:Kunaal Vermaa
Music:Payal Dev
Starring:Payal Dev, Sana Khan, Musskan Sethi, Gurmeet Choudhary

Kuch Baatein Lyrics

Mana Hum Yahan Hai Dil Magar Wahan Hai
Badi Door Humse Hamsafar Mera Hai
Banke Hawa Aa Bhi Jaun Main Lekin
Nahi Janti Uske Dil Mein Hai Kya

Kuch Baatein Hai Kehni Unse
Chah Ke Bhi Nahi Keh Pate Hai
Jo Mere Dil Mein Hai Uske Hai Ya Nahi
Soch Kar Har Dafa Ghabrate Hai

Kuch Baatein Hai Kehni Unse
Chah Ke Bhi Nahi Keh Pate Hai

Sath Tera Hamein Har Kadam Chahiye
Zindagi Mein Hamein Sirf Tum Chahiye
Isse Jyada Hamein Kuch Nahi Chahiye
Aarzu Hai Yahi Mere Ban Jaiye

Tumhe Mante Hai Khuda Se Bhi Jyada
Humari Nazar Se Kabhi Dekhna

Kuch Baatein Hai Kehni Unse
Chah Ke Bhi Nahi Keh Pate Hai
Jo Mere Dil Mein Hai Uske Hai Ya Nahi
Soch Kar Har Dafa Ghabrate Hai

Sham Wo Aakhri Yaad Hai Aaj Bhi
Hoke Hum Tum Judaa Fir Mile Na Kabhi
Dil Ye Kehta Raha Roklo Tum Hamein
Tumne Jate Hue Kuch Kaha Hi Nahi

Aankhon Mein Nahi Ek Aansu Magar
Dil Mein Kitni Barsatein Hai

Ja Rahe Hai Sanam Mehfilo Se Teri
Pyaar Tera Yahin Chod Jate Hai
Ye Dobara Kabhi Aankhon Mein Na Chubhe
Khwab Tere Sabhi Tod Jate Hai

Kuch Baatein Hai Kehni Unse
Chah Ke Bhi Nahi Keh Pate Hai
Jo Mere Dil Mein Hai Uske Hai Ya Nahi
Soch Kar Har Dafa Ghabrate Hai
Written by: Kunaal Vermaa

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net