Samjhota OST Lyrics

Raafay Israr has lent his vocals for the song along with co-singer Yashal Shahid. Raafay Israr has composed the music for Samjhota's Opening Title Song.

Samjhota OST Lyrics - Raffay Israr
Samjhota OST Song Details:
Song:Samjhota OST
Singer:Raafay Israr,Yashal Shahid,
Music:Raafay Israr

Samjhota OST Lyrics

Mil Ke Bichad Na Aise
Taqdeer Main Kyun Likha
Hmm.... Mil Ke Bichad Na Aise
Taqdeer Main Kyun Likha

Itna Bhi Paas Aake
Har Baar Dil Hi Dukha

Chaha Jisse Tha 
Ban Saka Na Kyun Mera
Aisi Banayi
Kyun Yeh Kismat Aye Khuda

Na Mera Ban Saka Hai Tu
Na Main Tera
Juda Thi Teri Duniya Se
Meri Duniya

Na Mera Ban Saka Hai Tu
Na Main Tera
Juda Thi Teri Duniya Se
Meri Duniya


Hona Jo Nahi Tha
Main Na Jaanu Kyun Hua Hai
Tune Toh Nahi
Gham Ne Tere Dil Chuwa Hai

Yeh Kaun Bataye
Kaun Hum Mein Bewafa Hai
Kuch Aur Rahi Hai
Chahnai Ki Ye Saza Hai

Aisi Majbooriyan
Yun Hi Hamesha Rahi
Aankhee Tanha Rahi
Saansein Bhi Tanha Raheen

Chaha Jisse Tha 
Ban Saka Na Kyun Mera
Aisi Banayi
Kyun Yeh Kismat Aye Khuda

Na Mera Ban Saka Hai Tu
Na Main Tera
Juda Thi Teri Duniya Se
Meri Duniya

Na Mera Ban Saka Hai Tu
Na Main Tera
Juda Thi Teri Duniya Se
Meri Duniya

Itne Hai Ujale
Zindagi Kyun Bhuj Rahi Hai
Tera Bhi Sahara 
Mil Saka Na Ye Kami Hai

Har Shaamein Judayi
Dukh Bari Thi Jo Sahi Hai
Kya Aur Sunao 
Yeh Kahani Bas Yahi Hai

Meri Tanhayian 
Kya Yun Rahegi Sada 
Jane Kyun Na Raha
Ehsaas Tujh Ko Mera

Chaha Jisse Tha 
Ban Saka Na Kyun Mera
Aisi Banayi
Kyun Yeh Kismat Aye Khuda

Na Mera Ban Saka Hai Tu
Na Main Tera
Juda Thi Teri Duniya Se
Meri Duniya

Na Mera Ban Saka Hai Tu
Na Main Tera
Juda Thi Teri Duniya Se
Meri Duniya

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net