Janu meri jaan main tere qurban
Janu meri jaan, main tere qurban
Arre main tera, tu meri jaane sara hindustan
Main tera, tu meri jaane sara hindustan
Janu meri jaan, main tere qurban
Janu meri jaan, main tere qurban
Arre main tera, tu meri jaane sara hindustan
Main tera, tu meri jaane sara hindustan
Gusse se hai pyaar bada, pyaar se aitbaar
Jab aa jaaye aa jana, main karoonga intezaar
Gusse se hai pyaar bada, pyaar se aitbaar
Jab aa jaaye aa jana, main karoonga intezaar
Arre janu meri jaan, main tere qurban
Jaanu meri jaan, main tere kurban
Arre main tera, tu meri jaane sara hindustan
Main tera, tu meri jaane sara hindustan
Nazron se na tol mujhe, dil se kaam le
Tu jiski woh tere bin kyon kisi ka naam le
Arre nazron se na tol mujhe, dil se kaam le
Tu jiska woh tere bin kyon kisi ka naam le
Jaanu meri jaan, main tere qurban
O janu meri jaan, main tere kurban
Arre main tera, tu meri jaane sara hindustan
Main tera, tu meri jaane sara hindustan
Chhoti si ik baat bani, baat se dastan
Bhool ke sab baatein hanste hain, yehi pyar ki shaan
Chhoti si ik baat bani, baat se dastan
Bhool ke sab baatein hanste hain, yehi pyar ki shaan
Jaanu meri jaan, main tere kurban
Ho janu meri jaan, main tere qurban
Tu mera, main teri jaane sara hindustan
Tu mera, main teri jaane sara hindustan
Arre janu meri jaan, main tere qurban
Janu meri jaan, main tere qurban
Tu mera, main teri jaane sara hindustan
Main tera, tu meri jaane sara hindustan
Written by: Anand Bakshi