JAAN KI KASAM SACH KEHTE Lyrics

Jaan Ki Kasam Sach Kehte Hain Hum Lyrics from Azaad (1978): This is a lovely song from Azaad starring Dharmendra, Hema Malini, Nirupa Roy and Ajit. It is sung by Lata Mangeshkar and Kishore Kumar and composed by R D Burman.

JAAN KI KASAM SACH KEHTE LYRICS - Azaad
JAAN KI KASAM SACH KEHTE Song Details:
Song:JAAN KI KASAM SACH KEHTE
Movie:Azaad
Singer:Lata Mangeshkar,Kishore Kumar,
Lyrics:Anand Bakshi
Music:R. D. Burman

JAAN KI KASAM SACH KEHTE Lyrics

Jaan ki kasam sach kehte hain hum
Khushi ho ya gam baant lenge hum aadha-aadha
Arre jaan ki kasam sach kehte hain hum
Khushi ho ya gam baant lenge hum aadha-aadha
Yeh vaada, haan vaada, yeh vaada raha
Jaan ki kasam sach kehte hain hum
Khushi ho ya gam baant lenge hum aadha-aadha

Thoda tum chalna, thoda main chaloongi

Manzil paas aa jaayegi
Ho thoda tum hasna, thoda main hasoongi
Jab bhi udhasi chha jaayegi
Yeh vaada, haan vaada, yeh vaada raha
Jaan ki kasam sach kehte hain hum
Bohat ho ya kam baant lenge hum aadha-aadha
Kuchh tum jalna, kuchh main jaloonga
Dil mein aag jab lagegi
Ho dono mein koi pyasa raha to
Dono ki pyas na bujhegi
Yeh vaada, haan vaada, yeh vaada raha
Jaan ki kasam sach kehte hain hum
Jo bhi ho sitam baant lenge hum aadha-aadha

Kiya hai jo vaada, sab kuchh aadha
Kahin pyar na aadha reh jaaye
Ho aisa nahi hoga, aisa hona ho to
Toot ke yeh vaada reh jaaye
Yeh vaada, haan vaada, yeh vaada raha
Jaan ki kasam sach kehte hain hum
Sab kuchh balam baant lenge hum aadha-aadha

Jaan ki kasam sach kehte hain hum
Khushi ho ya gam baant lenge hum aadha-aadha
Baant lenge hum aadha-aadha
Ho baant lenge hum aadha-aadha
Baant lenge hum aadha-aadha
Baant lenge hum aadha-aadha
Written by: Anand Bakshi

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net