Dil Tod Gaye Lyrics

Dil Tod Gaye Hindi Song Sung by Raj Barman & Harmaan Nazim, Lyrics Written by Ahmad Siddiqui & Rahima A Siddiqui and Sahajahn Shaikh Sagar is Music Director. Gultesham & Sarika Kursena Cast in Lead Role. This Music Video Uploaded by Zee Music on YouTube.

Dil Tod Gaye Lyrics - Raj Barman
Dil Tod Gaye Song Details:
Song:Dil Tod Gaye
Singer:Raj Barman,Harmaan Nazim,
Lyrics:Ahmad Siddiqui, Rahima A Siddiqui
Music:Sahajahn Shaikh Sagar
Starring:Gultesham, Sarika Kursena

Dil Tod Gaye Lyrics

Dil Tod Gaye
Mujhe Chhod Gaye

Dil Tod Gaye
Mujhe Chhod Gaye
Sab Saath Liye
Kuch Chhod Gaye
Kyun Chhod Gaye

Tum Gaye Yaadein Bhi Le Gaye Hote
Tum Gaye Yaadein Bhi Le Gaye Hote

Dard To Chhodo, Zakhm Par Bhi
Ham Nahi Rote
Dard To Chhodo, Zakhm Par Bhi
Ham Nahi Rote

Khamosiyaan Mujhse Kahe
Khamosiyaan Mujhse Kahe
Khamosh Kyun Unse Kahe Hote

Dard To Chhodo, Zakhm Par Bhi
Ham Nahi Rote
Dard To Chhodo, Zakhm Par Bhi
Ham Nahi Rote


Kaise, Haan Kaise Kah Doon
Labz Mere Ladkhadaaye

Haan Kaise, Haan Kaise Kah Doon
Labz Mere Ladkhadaaye

Tanha, Aise Tanhaa
Nahi Dikhte Mere Saaye

Ik Samandar Liye
Dil Ke Andar Liye
Jiski Khaatir Jiye
Saara Ambar Liye

Jisko Samjhaa Dawaa
Maine Laakho Dafaa
Wahi To Dard Hai
Badaa Bedard Hai

Mujhme Base Bebas Kiye
Mujhme Base Bebas Kiye
Dil Me Kabhi Mujhko Rakhe Hote

Dard To Chhodo, Zakhm Par Bhi
Ham Nahi Rote
Dard To Chhodo, Zakhm Par Bhi
Ham Nahi Rote

Dard To Chhodo, Zakhm Par Bhi
Ham Nahi Rote
Dard To Chhodo, Zakhm Par Bhi
Ham Nahi Rote
Written by: Ahmad Siddiqui, Rahima A Siddiqui

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net