Bheege Lamho Mein Lyrics

Bheege Lamhon Mein Hindi Song Sung by Javed Ali & Anupama Raag, Lyrics Written by Azeem Shirazi and Anupama Raag is Music Director. Tushar Khanna, Aayra Katre Cast in Lead Role. This Music Video Uploaded by Zee Music on YouTube.

Bheege Lamho Mein Lyrics - Javed Ali
Bheege Lamho Mein Song Details:
Song:Bheege Lamho Mein
Singer:Javed Ali, Anupama Raag,
Lyrics:Azeem Shirazi
Music:Anupama Raag
Starring:Tushar Khanna, Aayra Katre

Bheege Lamho Mein Lyrics

Is Kadar Soch Mujhe
Tujhme Utar Jaaun
Tere Seene Me Kahin
Ishq Bhi Mera Dhadke

Meri Khwaahish Hai Tu
Main Teri Farmaaish
Dil Ne Kahaa Hai Ye
Tu Meri Mohabbat Hai

Bheege Lamho Me Tera
Yun Khayaal Aaya Hai
Ishq Ke Jaise Tu
Baarishein Laaya Hai

Bheege Lamho Me Tera
Yun Khayaal Aaya Hai
Ishq Ke Jaise Tu
Baarishein Laaya Hai


Saath Tera Baarish Me
Khwaab Jaisa Lage
Ishq Tera Jaise Mausam Me
Saans Le

Baarishon Se Waise Bhi
Pyaar To Hai Mujhe
Tere Hone Se Aur Pyaara Ye Lage

Mere Dua Ko
Tere Honthon Se Mohabbat Hai

Bheege Lamho Me Tera
Yun Khayaal Aaya Hai
Ishq Ke Jaise Tu
Baarishein Laaya Hai

Bheege Lamho Me Tera
Yun Khayaal Aaya Hai
Ishq Ke Jaise Tu
Baarishein Laaya Hai


Ho.. Baat Jo Na Kahni Thi
Tujhse Kahne Lage
Aaj Se Main Tera Hoon
Ab To Maan Le

Dhadkano Ka Kahnaa Hai
Chaahti Hai Tujhe
Mera Sab Kuch Hai Tu Hi
Ye Tu Jaan Le

Sabse Judaa Si Lage
Teri Jo Ye Aadat Hai

Bheege Lamho Me Tera
Yun Khayaal Aaya Hai
Ishq Ke Jaise Tu
Baarishein Laaya Hai

Bheege Lamho Me Tera
Yun Khayaal Aaya Hai
Ishq Ke Jaise Tu
Baarishein Laaya Hai
Written by: Azeem Shirazi

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net