Bahut Pyaar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics from Saajan (1991) is penned by Sameer, composed by Nadeem and Shravan and sung by Anuradha Paudwal and S P Balasubramaniam.
BAHUT PYAAR KARTE HAIN TUMKO SANAM Song Details:Song: | BAHUT PYAAR KARTE HAIN TUMKO SANAM |
Movie: | Saajan |
Singer: | Anuradha Paudwal, S P Balasubramaniam, |
Lyrics: | Sameer |
Music: | Nadeem Shravan |
BAHUT PYAAR KARTE HAIN TUMKO SANAM Lyrics
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Hamein har ghadi aarzu hai tumhari
Hoti hai kaisi sanam bekarari
Milenge jo tumko to
Milenge jo tumko to batayenge hum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Tumhare bina ab na jeena hamara
Tumhein yoon hi chaahenge
Tumhein yoon hi chaahenge jab tak hai dum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Humko bhi tumse mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na ab hogi kam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Written by: Sameer
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!