Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Rakhta Hoon Lyrics from Shaan : Aate Jaate Hue Main Sab Pe Nazar Rakhta Hoon is a beautiful hindi song from 1980 bollywood film Shaan. This song is composed by R. D. Burman. Mohammad Rafi has sung this song. Its lyrics are written by Anand Bakshi.
AATE JAATE HUE MAIN SAB PE NAZAR RAKHTA HOON Song Details:Song: | AATE JAATE HUE MAIN SAB PE NAZAR RAKHTA HOON |
Movie: | Shaan |
Singer: | Mohammed Rafie |
Lyrics: | Anand Bakshi |
Music: | R. D. Burman |
AATE JAATE HUE MAIN SAB PE NAZAR RAKHTA HOON Lyrics
Ya ali..
Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Naam abdul hai mera, kya?
Ho.. naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hoon
Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Naam abdul hai mera
Sabki khabar rakhta hoon
Ho.. naam abdul hai mera
Sabki khabar rakhta hoon
Sar kisi ke samne jhuk jaaye mera
Yeh mujhe manzoor nahi
Aa pade waqt to mohtaaj sahi
Par main majboor nahin
Sar kisi ke samne jhuk jaaye mera
Yeh mujhe manzoor nahi
Aa pade waqt to mohtaaj sahi
Par main majboor nahin
Jaan par khel jaaoon
Main woh jigar rakhta hoon
Jaan par khel jaaoon
Main woh jigar rakhta hoon
Naam abdul hai mera, kya?
Haan.. naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hoon
Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hoon
Ho.. naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hoon
Kisne liya kisne diya
Kisne kahan maal chhupa rakha hai
Maine is dil mein sari duniya ka
Haal chhupa rakha hai
Kisne liya kisne diya
Kisne kahan maal chhupa rakha hai
Maine is dil mein sari duniya ka
Haal chhupa rakha hai
Bol sakta hoon zubaan band magar rakhta hoon
Bol sakta hoon zubaan band magar rakhta hoon
Naam abdul hai mera, kya?
Haan.. naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hoon
Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Aate jaate hue main sab pe nazar rakhta hoon
Naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hoon
Ho.. naam abdul hai mera
Sab ki khabar rakhta hoon
Ya ali...
Written by: Anand Bakshi
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!