Zindagi Ke Safar Mein Lyrics

The 1974 Bollywood movies Aap Ki Kasam songs Zindagi Ke Safar Mein lyrics were written by Anand Bakshi. This old Hindi song is originally sung by Kishore Kumar Ganguly while music was given by Rahul Dev Burman. Hindi film songs Zindagi Ki Safar Mein features Mumtaz and Rajesh Khanna.

Zindagi Ke Safar Mein Lyrics - Kishore Kumar
Zindagi Ke Safar Mein Song Details:
Song:Zindagi Ke Safar Mein
Movie:Aap Ki Kasam
Singer:Kishore Kumar
Lyrics:Anand Bakshi
Starring:Mumtaz and Rajesh Khanna

Zindagi Ke Safar Mein Lyrics

zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makam
woh phir nahin aate,
woh phir nahin aate
zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makam
woh phir nahin aate,
woh phir nahin aate

phool khilte hain,
log milte hain
phool khilte hain,
log milte hain magar
patjhad main jo phool
murjha jate hain
woh baharon ke aane se khilte nahin
kuchh log ek roz jo bichad jate hain
woj hazaron ke aane se milte nahin
umr bhar chahe koi pukara kare unka naam
woh phir nahin aate,
woh phir nahin aate

aap roka hai
kya bharosa hai
aap roka hai kya bharosa hai suno
doston shak dosti ka dushman hai
apne dil me ise ghar babane na do
agar tadapna pade yaad me zindagi
rok lo roothkar unko jaane na do
baad me pyaar ke chahe bhejo hazaroon salaam
woh phir nahi aate
woh phir nahi aate

subaah aate hai
raat jaate hai
subaah aate hai
raat jaate hai yuhi
waqt chalta hi rehta hai rukta nahi
ek pal me ye aage nikal jaata hai
aadmi theek se dekh paata nahin
aur parde pe manzar badal jaata hai
ek baar chale jaate hai jo din raat subaah shaam
woh phir nahi aate
woh phir nahi aate

zindagi ke safar mein,guzar jate hain jo makam
woh phir nahin aate,
woh phir nahin aate
Written by: Anand Bakshi

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net