Umeed Lyrics

Umeed OST Lyrics are below. This is a Latest Pakistani Drama OST sung by Zuhaib Hassan & Afshan Fawad. The Drama features Kashif Mahmood as Saleem & Erum Akhtar as Zainab. The Drama Writer is Mehrunissa M. Khan While Zahid Mahmood is the Director of the Drama Serial. OST Lyrics are written by Ali Moin While The Music of the OST is Composed by Sahir Ali Bagga. The Drama is Produced by Abdullah Kadwani & Asad Qureshi. The music video of the OST is labeled as Geo Entertainment.

Umeed OST Lyrics - Zuhaib Hassan
Umeed Song Details:
Song:Umeed
Singer:Zuhaib Hassan, Afshan Fawad,
Lyrics:Ali Moin
Music:Sahir Ali Bagga

Umeed Lyrics

Khwaab Toote Kirchiyon Se
Hai Ghar Bhar Gaya
Ek Khwahish Dhoop Bann
Ke Saron Pe Rahi

Manzilen Gum Gayin
Raaste Ban Gaye Faasle, Faasle
Aik Pal Ki Khushi Doosre Mein Chhini
Daikhte Reh Gaye

Aik Umeed Thi Who Bhi Tooti Hui
Neend Khwaabon Se Hi Dar Gayi
Aasmaan Kyun Nahi Meharbaan

Apne Hi Saaye Ke Peeche Chalte Rahe
Door Tak Gum Gayi Khwahishein
Khwaab Ke Morr Par Aankh Bethi Rahi
Raat Aayi Nahi Kya Kahin

Baat Tooti Hui Jab Se Poori Huyi
Jab Mile Tham Gaye
Dhoop Khilti Rahi Chhaon Chhupti Rahi
Hum Jahaan Bhi Gaye

Chaand Chhatt Pe Gira
Dil Mein Darr Par Gaya
Aansuon Se Zameen Chhup Gayi, Chhup Gayi

Aik Umeed Thi Who Bhi Tooti Hui
Neend Khwaabon Se He Dar Gayi
Aasmaan Kyun Nahi Meharban

Faaslon Mein Kahin Raaste Gum Gaye
Phool Ban Ke Urri Manzilein
Aik Umeed Par Umar Kaati Magar
Jhoot Sabb Khul Gaye

Morr Murti Hui
Murte Hi Ruk Gayi
Do Qadam Hi Chalay

Chaand Chhatt Pe Gira
Dil Mein Darr Par Gaya
Aansuon Se Zameen Chup Gayi, Chhup Gayi

Aasmaan Kyun Nahi Meharbaan!
Written by: Ali Moin

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net