Taaron Ke Shehar Lyrics

taaron Ke Shehar lyrics in Hindi sung by Neha Kakkar, Jubin Nautiyal. taaron Ke Shehar song lyrics written by Jaani.

Taaron Ke Shehar lyrics - Neha Kakkar
Taaron Ke Shehar Song Details:
Song:Taaron Ke Shehar
Singer:Neha Kakkar, Jubin Nautiyal
Lyrics:Jaani

Taaron Ke Shehar Lyrics

Na chain se jeene degi
Na chain se marne degi
Na chain se jeene degi
Na chain se marne degi

Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi


 
Chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi

Jo tum na meri baahon mein
Main to so nahi sakta
Khuda ne tujhko diya mujhe
Tujhe main kho nahi sakta


 
Main mar jaunga agar kabhi
Kehna pad gaya yeh sanam
Main tera hi hoon
Magar tera ho nahi sakta

Hamein maar hi na daale
Buri nazar yeh logon ki
Yeh hath chhudayenge
Na hath pakadne degi


 
Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi

Chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi

Log humse jalte hain
Jalte hain is baat pe
Kyun itne zyada khubsoorat
Lagte hain hum sath mein

Log humse jalte hain
Jalte hain is baat pe
Kyun itne zyada khubsoorat
Lagte hain hum sath mein

Jo bhi ishq mein hote hain
Hote hain deewane se
Khushi nahi dekhi jaati
Mohabbat ki zamane se

Mujhe pata hai oh janam
Chahe kuchh bhi ho jaaye
Tu khud mar jayegi
Jaani na marne degi

Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Hamein pyar na karne degi
Written by: Jaani

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net