Shyama Sang Preet Lyrics

Shyama Sang Preet Bhajan Lyrics In Hindi From song sung by Hansraj Raghuwanshi. The Bhajan is written by Ricky T Giftrulers and composed by Ricky T Giftrulers music

Shyama Sang Preet Lyrics - Hansraj Raghuwanshi
Shyama Sang Preet Song Details:
Song:Shyama Sang Preet
Singer:Hansraj Raghuwanshi
Lyrics:Ricky T Giftrulers
Music:Ricky T Giftrulers

Shyama Sang Preet Lyrics

Door Se Aaya Baba
Dham Tere Khatu
Door Se Aaya Baba
Dham Tere Khatu

Dard Na Kahu Main Kisi Se
Bas Tohse Baantu
Dard Na Kahu Main Kisi Se
Bas Tohse Baantu

Mujhko Sataye Jo
Aake Kabhi Dard
Bas Naam Hai
Tera Lena

Gum Mere Har Ke Tu
Aa Mere Baba
Bas Khushiya Mujhko
Tu Dena

Tera Hi Naam Leke Main Baba
Roj Chalta Rahta Hoon

Shyama Preet Main Tose
Laga Baitha Hoon
Shyama Preet Main Tose
Laga Baitha Hoon

Baba Preet Main Tose
Laga Baitha Hoon

Sheesh Jo Manga Hari Ne
Ek Baar Mein De Dala
Kalyug Mein Roop Hari Ka
Leke Sansaar Ko Pala

Sheesh Jo Manga Hari Ne
Ek Baar Mein De Dala
Kalyug Mein Roop Hari Ka
Leke Sansaar Ko Pala

Haare Ka Tum Hi Kewal
Ho Ek Sahara
Jiska Na Koi Jagat Mein
Shyam Hamara

Teri Badaulat
Har Kasht Roz
Hanste Huye Hi To
Sehata Hoon

Shyama Preet Main Tose
Laga Baitha Hoon
Shyama Preet Main Tose
Laga Baitha Hoon

Baba Preet Main Tose
Laga Baitha Hoon

Teen Baan Dhari Hare
Yudh Ke Sahaye
Sheesh Se Baba Tum
Shirgul Kehlaye

Teen Baan Dhari Hare
Yudh Ke Sahaye
Sheesh Se Baba Tum
Shirgul Kehlaye

Mata Morab Ke Ho Raj Dulare
Krishan Kanhaiya Ke Bhi
Ho Ati Pyare

Ek Tum Hi Shyama Mere Ho
Baaki Sabko Paraya
Main Kehta Hoon

Shyama Preet Main Tose
Laga Baitha Hoon
Shyama Preet Main Tose
Laga Baitha Hoon

Baba Preet Main Tose
Laga Baitha Hoon
Written by: Ricky T Giftrulers

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net