Parizaad Lyrics

Parizaad OST Lyrics are below. This is a Latest Pakistani Drama OST sung by Asrar Shah. The Drama features Ahmed Ali Akbar, Urwa Hocane, Ushna Shah, Saboor Aly, Yumna Zaidi, Kiran Tabeer, Mashal Khan, Noman Ijaz. The Drama Writer is Hashim Nadeem While Shehzad Kashmiri is the Director of the Drama Serial. Parizaad OST Lyrics are written by Hashim Nadeem While The Music of the OST is Composed by Waqar Ali. The Drama is Produced by Momina Duraid. The music video of the OST is labeled as HUM TV.

Parizaad OST Lyrics - Asrar Shah
Parizaad Song Details:
Song:Parizaad
Singer:Asrar Shah
Lyrics:Hashim Nadeem
Music:Waqar Ali

Parizaad Lyrics

Husan Ke Jazeeron Mein
Roop Ke Kinaron Par
Reshmi Andhere Hain
Surmaee Ujaale Hain

Ik Naaz Afreen Dil Par
Qabza Jamaye Bethi Hai
Jiski Jheel Aankhon Mein
Do Neel Gun Se Piyale Hain

Na Poch Parizaadon Se
Yeh Hijar Kese Jhela Hai
Yeh Tann Badan Toh Chalni Hai
Aur Rooh Par Bhi Chhaale Hain

Kaise Jaan Pao Gay
Ishq Mein Kya Guzri Hai
Kitne Zakham Khaye Hain
Kitne Dard Paale Hain

Saiyan Ve, Saiyaan Ve
Saaiyan Ve

Khwahishon Ke Jungle Mein
Hasraton Ke Bistar Par
Jism Toh Gulabi Hain
Aur Dil Se Kaale Hain

Main Roop Ka Pujari Hoon
Main Lafz Ka Bhikari Hoon
Lekin Jahan Mein Basta Hoon
Wahan Mandiron Pe Taare Hain

Kya Ishq Woh Nibhayen Gay
Kya Husan Ko Sarahein Gay
Tareek Jinke Chehre Hain
Muqaddaron Pe Jaalay Hain

Dushmanon Se Kya Shikwa
Kya Gila Raqeebon Se
Yeh Saanp Aasteenon Mein
Hum Ne Khud Hi Paale Hain

Na Poch Parizaadon Say
Ye Hijar Kaise Jhela Hai
Yeh Tan Badan Toh Chhalni Hai
Aur Rooh Par Bhi Chaalay Hain

Kaise Jaan Pao Gay
Ishq Mein Kya Guzri Hai
Kitne Zakham Khaye Hain
Kitne Dard Paale Hain
Written by: Hashim Nadeem

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net