Mubarak Ho Lyrics

Mubarak Ho Lyrics, is a new Hindi song sung by Soham Naik. Starring Karanvir Sharma and Debattama Saha. Mubarak Ho song lyrics are written by Meer. Soham Naik composed the music and music video is presented on Times Music.

Mubarak Ho Lyrics - Soham Naik
Mubarak Ho Song Details:
Song:Mubarak Ho
Singer:Soham Naik
Lyrics:Meer
Music:Soham Naik

Mubarak Ho Lyrics

Bhool Chuke Ho Mohabbat Ko Shayad
Tabhi Hum Tumko Hain Yaad Nahi Ab
Kaanpi Nahi Kya Rooh Tumhari
Bech Rahe the Jab Wafa Tum Hamari

Hum Khatir Tere Tabah Huye
Tum Ho Gaye Aabad
Mubarak Ho, Oh Mubarak Ho

Bikharte Waqt Kisi Ki Baahon Mein
Tumhe Aayi Nahi Meri Yaad
Mubarak Ho, Oh Mubarak Ho

O Pyaar Jo Tu Karta Raha
Wo Jhooth Tha Sirf Jhooth Tha
Toot Gaya Mera Taara O Yaara
Tujhe Tere Dil Ka Ye Chaand
Mubarak Ho, Oh Mubarak Ho

Hum Khatir Tere Tabah Huye
Tum Ho Gaye Aabad
Mubarak Ho, Oh Mubarak Ho

Tujhko Maloom Tha
Tu Mere Dil Ki Kamzori Thi
Jo Kiya Tune Woh Toh
Chori Pe Seena Zoori Thi

Tujhko Maloom Tha
Tu Mere Dil Ki Kamzori Thi
Jo Kiya Tune Woh Toh
Chori Pe Seena Zoori Thi

Sharm Ki Hadd Ko Tune Paar Kiya
Meer Ko Aaj Jeete Jee Tune Maar Diya

Qatl Jiska Toone Kiya
Wo Khaab Tha Haan Kwaab Tha

Ik Khushkhabri Hai Tere Liye
Main Ho Gaya Barbaad
Mubarak Ho, Oh Mubarak Ho

Jise Toda Hai Tumne
Woh Dil Khud Jod Rahe Hai
Jise Toda Hai Tumne
Woh Dil Khud Jod Rahe Hai
Tumhari Khushi Ki Khaatir
Tumhe Hi Chhod Rahe Hai
Tumhe Hi Chhod Rahe Hai

Ik Khushkhabri Hai Tere Liye
Main Ho Gaya Barbaad
Mubarak Ho, Oh Mubarak Ho

Hum Khatir Tere Tabah Huye
Tum Ho Gaye Aabad
Mubarak Ho Mubarak
Written by: Meer

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net