Ek Tarfa Ishq Hai Lyrics

Ek Tarfa Ishq Song Sung by Kajol Chatterjee, Lyrics Written by Aniket and Kb Ahmed and Raytunez is Music Director. Manoj Dey, Jyoti Shree Cast in Lead Role. This Music Video Uploaded by UVR Film on YouTube.

Ek Tarfa Ishq Hai Lyrics - Kajol Chatterjee
Ek Tarfa Ishq Hai Song Details:
Song:Ek Tarfa Ishq Hai
Singer:Kajol Chatterjee
Lyrics:Aniket, Kb Ahmed
Music:Raytunez
Starring:Manoj Dey, Jyoti Shree

Ek Tarfa Ishq Hai Lyrics

Sach Hi Kahaa Hai Kisi Ne
Ishq Hai Aag Ka Dariya

Chaahun Jo Tumko
Chaahun Jo Tumko
Ek Hi Taraf Se
Jalte Hi Jaana Hai Jariya

Hairiyat Hoti Hai Hairiyat
Tu Kyu Kaise Kitna Jaroori Ban Gayaa

Hairiyat Main Maangu Khairiyat
Tu Dheere Dheere
Meri Kamzori Ban Giya

Haa Tu Meri Kamzori Ban Gayaa

Ek Tarfa Ishq Hai Meri Jaan
Kuch Is Tara Se Hota Hai
Jisse Huaa Uska Na Kuch
Jisko Huaa Sab Khota Hai

_#2
Khamoshiyaan Bhi Sab Keh Deti
Jab Tujhse Baatein Nahi Hoti
Be-Intehaan Pyaar Hai Unse
Par Mulaakaatein Nahi Hoti

Intzaar Karugi Intzaar
Main Tera Ta Umar
Na TujkKo Bhabar

Aitbaar Tu Kar Aitbaar
Haa Tune Meri Dil Me Banaa Liya Hai Ghar

Ek Tarfa Ishq Hai Meri Jaan
Kuch Is Tara Se Hota Hai
Jisse Huaa Uska Na Kuch
Jisko Huaa Sab Khota Hai

Dharkone Na Kabu Main Rahe
Haa Jab Teri Khushbu Shaaso Me Bhare
Sagar Ki Leharon Me Tu
Meri Shooke Ret Ko Bhigaane Aa Zaraa

Ek Tarfa Ishq Hai Meri Jaan
Kuch Is Tara Se Hota Hai
Jisse Huaa Uska Na Kuch
Jisko Huaa Sab Khota Hai

Ishq Hai Ishq Hai
Ishq, Be-Panhaa Ishq Hai
Ishq Hai Ishq Hai

Ishq Hai Ishq Hai
Ishq, Be-Panhaa Ishq Hai
Ishq Hai Ishq Hai
Ya Ek Tarfa Ishq Hai
Written by: Aniket, Kb Ahmed

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net