Dost Yaar Lyrics

Dost Yaar Lyrics: is latest Hindi song sung by Rahul Vaidya with music has composed by Danish Sabri while Dost Yaar song lyrics also written by Danish Sabri. The music video released by RKV ENTERTAIMENT.

Dost Yaar Lyrics - Rahul Vaidya
Dost Yaar Song Details:
Song:Dost Yaar
Singer:Rahul Vaidya
Lyrics:Danish Sabri
Music:Danish Sabri

Dost Yaar Lyrics

Hazar Baar Kahunga
Main Ek Baar Nahi
Hazar Baar Kahunga
Main Ek Baar Nahi
Ke Mere Yaar Ke Jaisa
Kisika Yaar Nahi

Barabar Hazaron Ke Ye
Do Chaar Hai
Barabar Hazaron Ke Ye
Do Chaar Hai
Inke Bina Jeena Bekaar Hai

Meri Zindagi Mere Dost Yaar Hain
Meri Zindagi Mere Dost Yaar Hain
Meri Har Khushi Mere Dost Yaar Hain
Meri Zindagi Mere Dost Yaar Hain

Mere Chehre Se Mere Dil Ki Baatein
Jaante Hain Ye
Mujhe Mujhse Bhi Jyada Lagta Hai
Pehechante Hain Ye

Mere Chehre Se Mere Dil Ki Baatein
Jaante Hain Ye
Mujhe Mujhse Bhi Jyada Lagta Hai
Pehechante Hain Ye

Jab Ye Mile Mera Tyohar Hai
Inke Bina Jeena Bekaar Hai
Bade Hi Kamine Mere Dost Yaar Hain
Sabse Kamine Mere Dost Yaar Hai

Meri Zindagi Mere Dost Yaar Hain
Meri Har Khushi Mere Dost Yaar Hain

Oh Mere Yaara Ve
Teri Yaari Ke Sadke
Har Janam Tu Saath Rahe
Yehi Maangu Dua Rab Se

Oh Mere Yaara Ve
Teri Yaari Ke Sadke
Saari Duniya Yaad Karegi
Teri Meri Yaari Ke Kisse

Khuda Ne Mujhse Kaha Aye
Bande Mat Kar Itni Dosti Tu
Tu Hasna Bhool Jayega

Khuda Ne Mujhse Kaha Aye
Bande Mat Kar Itni Dosti Tu
Hasna Bhool Jayega

Maine Kaha Aye Khuda
Zara Niche Aake
Mere Yaar Se Toh Mil
Tu Upar Rehna Bhool Jayega
Written by: Danish Sabri

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net