Dil Ka Bhanwar Kare Pukaar Lyrics

Song Lyrics from the movie Tere Ghar Ke Samne starring Dev Anand, Nutan, Om Parkesh, Jankidas, Rajendra Nath, Harindranath Chattopadhyay, Mumtaz Begum, Pratima Devi, Rashid Khan, Parveen Choudhary. The film was released in the year 1963. Music was composed by S D Burman and lyrics were penned by Hasrat Jaipuri.

Dil Ka Bhanwar Kare Pukaar Song Lyrics
Dil Ka Bhanwar Kare Pukaar Song Details:
Song:Dil Ka Bhanwar Kare Pukaar
Movie:Tere Ghar Ke Samne
Singer:Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi,
Lyrics:Hasrat Jaipuri
Music:S D Burman

Dil Ka Bhanwar Kare Pukaar Lyrics

Dil Ka Bhanwar Kare Pukar
Pyar Ka Rag Suno, Pyar Ka Rag Suno Re
Dil Ka Bhanwar Kare Pukar
Pyar Ka Rag Suno, Pyar Ka Rag Suno Re

Phul Tum Gulaab Ka, Kya Jawab Aapka
Jo Ada Hai Woh Bahar Hai
Aaj Dil Ki Bekahi, Aa Gayi Juban Par
Baat Yeh Hai Tumse Pyaar Hai
Dil Tumhi Ko Diya Re Pyar Ka Rag Suno Re
Dil Ka Bhanwar Kare Pukar
Pyar Ka Rag Suno, Pyar Ka Rag Suno Re

Chahe Tum Mitana Par Na Tum Girana
Aansu Ki Tarah Nigah Se
Pyaar Ki Unchayi Ishk Ki Gehrayi
Puchh Lo Hamari Aah Se
Aasman Chhu Liya Re, Pyaar Kaa Rag Suno Re
Dil Ka Bhanwar Kare Pukar
Pyar Ka Rag Suno, Pyar Ka Rag Suno Re

Iss Hasin Par Pe Ham Na Baithe Haar Ke
Saya Banke Saath Ham Chale
Aaj Mere Sung Too Jhume Dil Ki Aaraju
Tujhase Meri Aankh Jab Mile
Jane Kya Kar Diya Re, Pyaar Ka Raag Suno Re
Dil Ka Bhanwar Kare Pukar
Pyar Ka Rag Suno, Pyar Ka Rag Suno Re

Aap Ka Ye Aanchal, Pyar Ka Ye Badal
Fir Hame Jami Pe Le Chala
Ab To Hath Tham Lo, Ek Najar Ka Jam Do
Ek Naye Safar Ka Vasta
Tum Mere Sakiya Re Pyaar Ka Raag Suno Re
Dil Ka Bhanwar Kare Pukar
Pyar Ka Rag Suno, Pyar Ka Rag Suno Re
Written by: Hasrat Jaipuri

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net