DEEWANE HAIN DEEWANO KO NA GHAR Lyrics

Deewane Hain Deewano Ko Na Ghar Chaahiye Lyrics from Zanjeer : Deewane Hain Deewano Ko Na Ghar Chaahiye is a beautiful hindi song from 1973 bollywood film Zanjeer. This song is composed by Kalyanji and Anandji. Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar has sung this song. Its lyrics are written by Gulshan Bawra.

DEEWANE HAIN DEEWANO KO NA GHAR LYRICS - Zanjeer
DEEWANE HAIN DEEWANO KO NA GHAR Song Details:
Song:DEEWANE HAIN DEEWANO KO NA GHAR
Movie:Zanjeer
Singer:Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar,
Lyrics:Gulshan Bawra
Music:Kalyanji, Anandji

DEEWANE HAIN DEEWANO KO NA GHAR Lyrics

Deewane hain deewanon ko na
Ghar chaahiye na dar chaahiye
Mohabbat bhari ik nazar chaahiye
Nazar chaahiye
Jawani mein jawani ke sahaare
Ho jawan mere meharban
Mujhe tu hi tu humsafar chaahiye
Humsafar chaahiye

Deewane hain deewanon ko na
Ghar chaahiye na dar chaahiye
Mohabbat bhari ik nazar chaahiye
Nazar chaahiye
Hai sar pe hamare khula aasman
Khula aasman
Hamare liye hai yehi aashiyan
Yehi aashiyan
Bina pyaar ke zindagi kuchh nahin
Jahan pyaar hai har khushi hai wahin
Ho phoolon bhari chaahe kaanton bhari
Kaanton bhari
Chale jispe tu woh dagar chaahiye
Deewane hain deewanon ko na
Ghar chaahiye na dar chaahiye
Mohabbat bhari ik nazar chaahiye
Nazar chaahiye

Nigahon mein aise ishare hue
Ishare hue
Ke dil ne kaha hum tumhare hue
Tumhare hue
Nazar ban gayi hai zubaan pyaar mein
Maza aa gaya jeet ka haar mein
Milega wohi jo bhi mangoge
Dildar se magar pyaar se
Duaon mein apni asar chaahiye
Asar chaahiye
Deewane hain deewanon ko na
Ghar chaahiye na dar chaahiye
Mohabbat bhari ik nazar chaahiye
Nazar chaahiye

Written by: Gulshan Bawra

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net