Aankhen Khuli Ho Ya Ho Band Lyrics

Romantic song from the movie Mohabbatein starring Shahrukh Khan and Aishwarya Rai. The film was released in the year 200. Music was composed by Jatin Lalit and lyrics were penned by Anand Bakshi.

Aankhen Khuli Ho Ya Ho Band Lyrics
Aankhen Khuli Ho Ya Ho Band Song Details:
Song:Aankhen Khuli Ho Ya Ho Band
Movie:Mohabbatein
Singer:Ishaan, Udit Narayan, Lata Mangeshkar,
Lyrics:Anand Bakshi
Music:Jatin Lalit

Aankhen Khuli Ho Ya Ho Band Lyrics

Aankhe Khuli Ho Ya Ho Band Deedar Unka Hota Hai
Kaise Kahu Main O Yaara Ye Pyar Kaise Hota Hai

Aaj Hi Yaaro Kisi Pe Mar Ke Dekhenge Hum
Pyar Hota Hai Ye Kaise Kar Ke Dekhenge Hum
Kisi Ki Yaado Me Khoye Huve Khaabo Ko Humne Saja Liya
Kisi Ki Baaho Me Soye Huve Apna Usse Bana Liya
Aye Yaar Pyar Me Koi
Aye Yaar Pyar Me Koi Na Jaagta Na Sota Hai
Kaise Kahu Main O Yaara Ye Pyar Kaise Hota Hai

Kya Hai Jaadu Hai Koi Bas Jo Chal Jaata Hai
Tod Ke Pehre Hazaaro Dil Nikal Jaata Hai
Door Kahi Aasmano Par Hote Hain Ye Saare Faisale
Kaun Jaane Koi Humsafar Kab Kaise Kaha Mile
Jo Naam Dil Pe Ho Likha
Jo Naam Dil Pe Ho Likha Ikrar Ussi Se Hota Hai
Kaise Kahu Main O Yaara Ye Pyar Kaise Hota Hai
Aankhe Khuli Ho Ya Ho Band Deedar Unka Hota Hai
Aankhe Khuli Ho Ya Ho Band Deedar Unka Hota Hai
Kaise Kahu Main O Yaara Ye Pyar Kaise Hota Hai
Written by: Anand Bakshi

Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...

Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.

Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net