Hindi Song Lyrics
  • Home
  • Artist
  • About Us
  • Contact Us

Jaadu Teri Nazar Lyrics - Udit Narayan

Jaadu Teri Nazar

Jaadu Teri Nazar Jaadu Teri Nazar Lyrics in English by Udit Narayan is a Popular 90s Hindi song. Jaadu Teri Nazar song from Darr movie and the song featuring Shah Rukh Khan & Juhi Chawla. Music composed by Shiv-Hari and Jaadu Teri Nazar Lyrics written by Anand Bakshi.

Song: Jaadu Teri Nazar

Singer: Udit Narayan

Music: Anand Bakshi

Lyrics: Shiv-Hari

Starring: Shah Rukh Khan & Juhi Chawla

Movie: Darr

Jaadu Teri Nazar Lyrics


Jaadu teri nazar
Khushboo tera badan
Jaadu teri nazar
Khushboo tera badan

Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

Jaadu teri nazar
Khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

Mere khwaabon ki tasveer hai tu
Bekhabar meri taqdeer hai tu
Mere khwaabon ki tasveer hai tu
Bekhabar meri taqdeer hai tu
Tu kisi aur ki ho na jaana
Kuchh bhi kar jaunga main deewana

Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

Faasle aur kam ho rahe hain
Door se paas hum ho rahe hain
Faasle aur kam ho rahe hain
Door se paas hum ho rahe hain
Maang loonga tujhe aasman se
Chheen loonga tujhe is jahan se

Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

Jaadu teri nazar
Khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

  • Bollywood Song
  • Hindi Song
  • Punjabi Song
  • Old Song
  • Romantic Song
  • Ghazal
  • 90s Hindi Lyrics
  • 80s Hindi Lyrics
  • 70s Hindi Lyrics
  • English Song
  • Bhojpuri Song
  • Haryanvi Song
  • All Movies Songs
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy

Copyright © 2025. Hindi Song Lyrics