Hindi Song Lyrics
  • Home
  • Artist
  • About Us
  • Contact Us

Teri Yaad Mein Lyrics - Salman Ali

Teri Yaad Mein

Teri Yaad Mein Teri Yaad Mein song sung by Salman Ali, and has music by Himesh Reshammiya while Himesh Reshammiya has written the Teri Yaad Mein Lyrics..

Song: Teri Yaad Mein

Singer: Salman Ali

Music: Himesh Reshammiya

Lyrics: Himesh Reshammiya

Teri Yaad Mein Lyrics


Waqt guzrata jaa raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyaar karta jaa raha hai

Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Ishq mein tere baat kuch aisi
Bepanah tadap hai puchho na kaisi
Teri nazdeekiya hai jalti chingariya
Aur teri dooriyan hai meri rushwahiyan

Dard ubharata jaa raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyaar karta jaa raha hai

Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Tere sapno mein hum khoye rehte hai
Aankhon ke saagar se dard behte hai
Teri khaatir hai meri ye bechainiya
Tere bin kuch nahi sab hai tanhaiyan

Rang nikhrata jaa raha hai
Tera ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyaar karta jaa raha hai

Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein

  • Bollywood Song
  • Hindi Song
  • Punjabi Song
  • Old Song
  • Romantic Song
  • Ghazal
  • 90s Hindi Lyrics
  • 80s Hindi Lyrics
  • 70s Hindi Lyrics
  • English Song
  • Bhojpuri Song
  • Haryanvi Song
  • All Movies Songs
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy

Copyright © 2025. Hindi Song Lyrics