Hindi Song Lyrics
  • Home
  • Artist
  • About Us
  • Contact Us

BAHUT PYAAR KARTE HAIN TUMKO SANAM LYRICS - Saajan

BAHUT PYAAR KARTE HAIN TUMKO SANAM

BAHUT PYAAR KARTE HAIN TUMKO SANAM Bahut Pyaar Karte Hain Tumko Sanam Lyrics from Saajan (1991) is penned by Sameer, composed by Nadeem and Shravan and sung by Anuradha Paudwal and S P Balasubramaniam.

Song: BAHUT PYAAR KARTE HAIN TUMKO SANAM

Singer: Anuradha Paudwal, S P Balasubramaniam,

Music: Nadeem Shravan

Lyrics: Sameer

Movie: Saajan

BAHUT PYAAR KARTE HAIN TUMKO SANAM Lyrics


Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Hamein har ghadi aarzu hai tumhari
Hoti hai kaisi sanam bekarari

Milenge jo tumko to
Milenge jo tumko to batayenge hum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Tumhare bina ab na jeena hamara
Tumhein yoon hi chaahenge
Tumhein yoon hi chaahenge jab tak hai dum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Humko bhi tumse mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na ab hogi kam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

  • Bollywood Song
  • Hindi Song
  • Punjabi Song
  • Old Song
  • Romantic Song
  • Ghazal
  • 90s Hindi Lyrics
  • 80s Hindi Lyrics
  • 70s Hindi Lyrics
  • English Song
  • Bhojpuri Song
  • Haryanvi Song
  • All Movies Songs
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy

Copyright © 2025. Hindi Song Lyrics