Ek Haseena Ne Ek Haseena Ne Lyrics: is latest Hindi song sung by Ramji Gulati & Shobi Sarwan features Shaheer Sheikh & Nikki Tamboli with music also given by Ramji Gulati while Ek Haseena Ne song lyrics are written by Moody Akkhar.
Song: Ek Haseena Ne
Singer: Ramji Gulati,Shobi Sarwan,
Music: Ramji Gulati
Lyrics: Moody Akkhar
Starring: Shaheer Sheikh, Nikki Tamboli
Ek Haseena Ne Lyrics
Teri Galiyon Se Guzar Guzar
Kahin Ham Guzar Na Jaye
Jo Likha Hai Inn Lakeeron Pe
Inhe Kaise Ham Mitayen
Khushiyan Nahi Dikhti Jahan
Uss Mod Pe La Diya
Ek Haseena Ne
Hamein Rona Sikha Diya
Ek Haseena Ne
Hamein Rona Sikha Diya
Tere Bina Kalle Kalle
Tere Bina Kalle Kalle
Hamein Sona Sikha Diya
Ek Haseena Ne
Hamein Rona Sikha Diya
Hamne Jise Dil Se Pyaar Kiya
Wo Dimag Wale Ho Gaye
Logon Ki To Ratein Hoti Hain
Apne Din Bhi Kale Ho Gaye
Hamne Jise Dil Se Pyaar Kiya
Wo Dimag Wale Ho Gaye
Logon Ki To Ratein Hoti Hain
Apne Din Bhi Kale Ho Gaye
Ham Pagal Nahi The
Par Usne Pagal Bana Diya
Ek Haseena Ne
Hamein Rona Sikha Diya
Ek Haseena Ne
Hamein Rona Sikha Diya
Tere Bina Kalle Kalle
Tere Bina Kalle Kalle
Hamein Sona Sikha Diya
Ek Haseena Ne
Hamein Rona Sikha Diya
Ham Roz Yaad Karte Hai
Use Hichki Aati Hai
Khud Ko Sahi Aur Mujhko Wo
Bewafa Batati Hai
Ham Roz Yaad Karte Hai
Use Hichki Aati Hai
Khud Ko Sahi Aur Mujhko Wo
Bewafa Batati Hai
Use Khuda Hi Batayega
Usne Kya Gawa Diya
Ek Haseena Ne
Hamein Rona Sikha Diya
Ek Haseena Ne
Hamein Rona Sikha Diya
Tere Bina Kalle Kalle
Tere Bina Kalle Kalle
Hamein Sona Sikha Diya
Ek Haseena Ne
Hamein Rona Sikha Diya