Tere Mera Naataa Tere Mera Naataa Hindi Song Sung by Neelanjana, Lyrics Written by Rachna Mishra and Himesh Reshammiya is Music Director. Neelanjana Cast in Lead Role. This Music Video Uploaded by Himesh Reshammiya Melodies on YouTube.
Song: Tere Mera Naataa
Singer: Neelanjana
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Rachna Mishra
Tere Mera Naataa Lyrics
Koi Itna Pyaara Kaise Ho Sakta Hai
Yahi Sawaal Dil Mein Har Baar Aata Hai
Tumhe Jab Bhi Dekhta Hoon
Bas Pyaar Hi Pyaar Aata Hai
Tera Mera Naataa Hai Pahle Ka Yaara
Rab Ne Banaaya Sabse Hai Ye To Pyaara
Tera Mera Naataa Hai Pehle Ka Yaara
Rab Ne Banaaya Sabse Hai Ye To Pyaara
Pyaar Wafaa Ka Ye Bandhan Hamaara
Pyaar Wafaa Ka Ye Bandhan Hamaara
Tera Mera Naataa Hai Pahle Ka Yaara
Rab Ne Banaaya Sabse Hai Ye To Pyaara
Tera Mera Naataa Hai Pehle Ka Yaara
Rab Ne Banaaya Sabse Hai Ye To Pyaara
Tujhse Hi Sajta
Mere Dil Ka Aashiyana
Tujh Sang Hi Ab To
Har Janam Hai Bitaana
Jab Se Hai Thama
Tera Haath Maine Jaana
Har Ek Lamha
Mera Ban Gaya Suhana
Tera Mera Naataa Hai Pahle Ka Yaara
Rab Ne Banaaya Sabse Hai Ye To Pyaara
Tera Mera Naataa Hai Pehle Ka Yaara
Rab Ne Banaaya Sabse Hai Ye To Pyaara
Pyaar Wafaa Ka Ye Bandhan Hamaara
Pyaar Wafaa Ka Ye Bandhan Hamaara
Tera Mera Naataa Hai Pahle Ka Yaara
Rab Ne Banaya Sabse Hai Ye To Pyaara
Tanha Chal Rahi Thi Main
Dil Tha Begana
Tujhse Mere Is Dil Ne
Seekha Muskurana
Tu Hi Diwanapan Tu Hi Afsana
Main Hoon Shama Aur Tu Mera Parwana
Tera Mera Naataa Hai Pahle Ka Yaara
Rab Ne Banaaya Sabse Hai Ye To Pyaara
Tera Mera Naataa Hai Pehle Ka Yaara
Rab Ne Banaaya Sabse Hai Ye To Pyaara
Pyaar Wafaa Ka Ye Bandhan Hamaara
Pyaar Wafaa Ka Ye Bandhan Hamaara
Tera Mera Naataa Hai Pahle Ka Yaara
Rab Ne Banaya Sabse Hai Ye To Pyaara