Hindi Song Lyrics
  • Home
  • Artist
  • About Us
  • Contact Us

Janam Janam Ka Sath Hai Lyrics

Janam Janam Ka Sath Hai

Janam Janam Ka Sath Hai Song Lyrics from the movie Bheegi Palkein starring Raj Babbar, Smita Patil, Dina Pathak, Sulbha Deshpande. The film was released in the year 1982. Music was composed by Jugal Kishore, Tilak Raj and lyrics were penned by M G Hashmat.

Song: Janam Janam Ka Sath Hai

Singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle,

Music: M G Hashmat

Lyrics: Jugal Kishore, Tilak Raj

Starring: Raj Babbar, Smita Patil

Movie: Bheegi Palkein

Janam Janam Ka Sath Hai Lyrics


Janam Janam Ka Saath Hai Tumhara Hamara Tumhara Hamara
Janam Janam Ka Saath Hai Tumhara Hamara Tumhara Hamara
Agar Na Milte Is Jivan Me Lete Janam Dubara
Janam Janam Ka Saath Hai Tumhara Hamara Tumhara Hamara
Agar Na Milte Is Jivan Me Lete Janam Dubara
Janam Janam Ka Saath Hai Tumhara Hamara Tumhara Hamara

Jabse Ghume Dharati Suraj Chaand Sitare
Ho..jabse Ghume Dharati Suraj Chaand Sitare
Tabse Meri Nigahe Samjhe Tere Ishare
Rup Badal Kar Saajan Maine Phir Se Tumhe Pukara
Janam Janam Ka Saath Hai Tumhara Hamara Tumhara Hamara

Pyar Ke Pankh Lagake Dur Kahi Ud Jaye
Ho.. Pyar Ke Pankh Lagake Dur Kahi Ud Jaye
Jaha Hawaye Gam Ki Hum Tak Pahunch Na Paye
Khushiyo Ki Khushboo Se Mahake Ghar Sansar Hamara
Janam Janam Ka Saath Hai Tumhara Hamara Tumhara Hamara
Agar Na Milte Is Jivan Me Lete Janam Dubara
Janam Janam Ka Saath Hai Tumhara Hamara Tumhara Hamara
Tumhara Hamara Tumhara Hamara

  • Bollywood Song
  • Hindi Song
  • Punjabi Song
  • Old Song
  • Romantic Song
  • Ghazal
  • 90s Hindi Lyrics
  • 80s Hindi Lyrics
  • 70s Hindi Lyrics
  • English Song
  • Bhojpuri Song
  • Haryanvi Song
  • All Movies Songs
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy

Copyright © 2025. Hindi Song Lyrics