Hindi Song Lyrics
  • Home
  • Artist
  • About Us
  • Contact Us

Aaj Mausam Bada Beimaan Hai Lyrics - Mohm Rafi

Aaj Mausam Bada Beimaan Hai

Aaj Mausam Bada Beimaan Hai Aaj Mausam Bada Beimaan Hai Lyrics in English by Mohammed Rafi is a Popular 90s Hindi song from Loafer movie and featuring Dharmendra, Mumtaz. Music composed by Laxmikant Pyarelal and Aaj Mausam Bada Beimaan Hai Lyrics written by Anand Bakshi.

Song: Aaj Mausam Bada Beimaan Hai

Singer: Mohammed Rafi

Music: Laxmikant Pyarelal

Lyrics: Anand Bakshi

Starring: Dharmendra, Mumtaz

Movie: Loafer

Aaj Mausam Bada Beimaan Hai Lyrics


Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam

Aane wala koi toofan hai
Koi toofan hai, aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam

Kya hua hai, hua kuch nahin hai
Kya hua hai, hua kuch nahin hai
Baat kya hai pata kuch nahin hai
Mujhse koi khata gayi to
Ismein meri khata kuch nahin hai
Khoobsurat hai tu, rut jawan hai
Aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam

Kaali-kaali ghata dar rahi hai
Kaali-kaali ghata dar rahi hai
Thandi aahein hawa bhar rahi hai
Sabko kya-kya gumaan ho rahe hain
Har kali hum pe shaq kar rahi hai
Phoolon ka dil bhi kuchh badgumaan hai
Aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam

Aye mere yaar, aye husn wale
Aye mere yaar, aye husn wale
Dil kiya maine tere hawale
Teri marzi pe ab baat thehri
Jeene de chahe tu maar daale
Tere hathon mein ab meri jaan hai
Aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam

Aane wala koi toofan hai
Koi toofan hai, aaj mausam
Ho aaj mausam bada beimaan hai
Bada beimaan hai, aaj mausam
Aaj mausam
Aaj mausam
Aaj mausam

  • Bollywood Song
  • Hindi Song
  • Punjabi Song
  • Old Song
  • Romantic Song
  • Ghazal
  • 90s Hindi Lyrics
  • 80s Hindi Lyrics
  • 70s Hindi Lyrics
  • English Song
  • Bhojpuri Song
  • Haryanvi Song
  • All Movies Songs
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy

Copyright © 2025. Hindi Song Lyrics