Hindi Song Lyrics
  • Home
  • Artist
  • About Us
  • Contact Us

IS JAHAN KI NAHIN HAIN LYRICS - King Uncle

IS JAHAN KI NAHIN HAIN

IS JAHAN KI NAHIN HAIN Is Jahan Ki Nahin Hain Tumhari Aankhen Lyrics from King Uncle (1993) is penned by Indeevar, it's composed by Rajesh Roshan and sung by Lata Mangeshkar and Nitin Mukesh.

Song: IS JAHAN KI NAHIN HAIN

Singer: Lata Mangeshkar,Nitin Mukesh,

Music: Rajesh Roshan

Lyrics: Indeevar

Movie: King Uncle

IS JAHAN KI NAHIN HAIN Lyrics


Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen

Do jahan deke le loon to sasti hain yeh

Do jahan deke le loon to sasti hain yeh
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhen
Do jahan se bhi pyari tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Rehte ho aankhon mein tum hi ab din raat
Rehte ho aankhon mein tum hi ab din raat
Ab to ghar hai tumhara hamari aankhen
Ab to ghar hai tumhara hamari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen

Duniya walon se rakhna bacha kar inhen
Duniya walon se rakhna bacha kar inhen
Na chura le koi yeh tumhari aankhen
Na chura le koi yeh tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Aaye hain hum jahan mein tumhare liye
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Is jahan ki nahin hain tumhari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen
Aasman se yeh kisne utaari aankhen
Hain tumhare liye hi hamari aankhen

  • Bollywood Song
  • Hindi Song
  • Punjabi Song
  • Old Song
  • Romantic Song
  • Ghazal
  • 90s Hindi Lyrics
  • 80s Hindi Lyrics
  • 70s Hindi Lyrics
  • English Song
  • Bhojpuri Song
  • Haryanvi Song
  • All Movies Songs
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy

Copyright © 2025. Hindi Song Lyrics