Hindi Song Lyrics
  • Home
  • Artist
  • About Us
  • Contact Us

Zindagi Ek Safar Hai Suhana Lyrics - Kishore Kumar

Zindagi Ek Safar Hai Suhana

Zindagi Ek Safar Hai Suhana Zindagi Ek Safar Hai Suhana Lyrics a retro hindi Old song from the movie, Andaaz. This song is sung by Kishore Kumar. It is composed by Shankar Jaikishan and written by Hasrat Jaipuri. It is picturised on Hema Malini & Rajesh Khanna.

Song: Zindagi Ek Safar Hai Suhana

Singer: Kishore Kumar

Music: Shankar Jai Kishan

Lyrics: Hasrat Jaipuri

Movie: Andaaz

Zindagi Ek Safar Hai Suhana Lyrics


Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Haan zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana.

Chaand taaron se chalna hai aage
Aasmano se badhna hai aage.

Arre chaand taaron se chalna hai aage
Aasmano se badhna hai aage
Peechhe reh jaayega yeh zamana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Hanste gaate jahan se guzar
Duniya ki tu parwah na kar.

Hanste gaate jahan se guzar
Duniya ki tu parwah na kar
Muskurate huye din bitana
Yahan kal kya ho kisne jaana
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana.

Maut aani hai aayegi ik din
Jaan jaani hai jaayegi ik din
Arre maut aani hai aayegi ik din
Jaan jaani hai jaayegi ik din
Aisi baaton se kya ghabrana
Yahan kal kya ho kisne jaana.

Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana.
Zindagi ek safar hai suhana
Yahan kal kya ho kisne jaana.

  • Bollywood Song
  • Hindi Song
  • Punjabi Song
  • Old Song
  • Romantic Song
  • Ghazal
  • 90s Hindi Lyrics
  • 80s Hindi Lyrics
  • 70s Hindi Lyrics
  • English Song
  • Bhojpuri Song
  • Haryanvi Song
  • All Movies Songs
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy

Copyright © 2025. Hindi Song Lyrics