Hindi Song Lyrics
  • Home
  • Artist
  • About Us
  • Contact Us

DUSHMAN NA KARE LYRICS - Aakhir Kyon

DUSHMAN NA KARE

DUSHMAN NA KARE Dushman Na Kare Dost Ne Wo Lyrics from Aakhir Kyon is sung by Lata Mangeshkar and Amit Kumar and written by Indeevar. Music of Dushman Na Kare Dost Ne Wo is composed by Rajesh Roshan.

Song: DUSHMAN NA KARE

Singer: Lata Mangeshkar,Amit Kumar,

Music: Rajesh Roshan

Lyrics: Indeevar

Movie: Aakhir Kyon

DUSHMAN NA KARE Lyrics


Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai
Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai
Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai

Toofan mein humko chhod ke saahil pe aa gaye
Toofan mein humko chhod ke saahil pe aa gaye
Saahil pe aa gaye

Na Khuda ka!
Na Khuda ka humne inhein naam diya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai
Dushman na kare
Pehle to hosh chheen liye zulm-o-sitam se
Pehle to hosh chheen liye zulm-o-sitam se
Zulm-o-sitam se
Deewanagi ka
Deewanagi ka phir hamein ilzam diya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai
Dushman na kare

Apne hi giraate hain nasheman pe bijliyan
Apne hi giraate hain nasheman pe bijliyan
Nasheman pe bijliyan
Ghairon ne aake
Ghairon ne aake phir bhi use thaam liya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai
Dushman na kare

Bankar raqeeb baithe hain wo jo habeeb the
Bankar raqeeb baithe hain wo jo habeeb the
Wo jo habeeb the
Yaaron ne khoob
Yaaron ne khoob farz ko anjaam diya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai
Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai

  • Bollywood Song
  • Hindi Song
  • Punjabi Song
  • Old Song
  • Romantic Song
  • Ghazal
  • 90s Hindi Lyrics
  • 80s Hindi Lyrics
  • 70s Hindi Lyrics
  • English Song
  • Bhojpuri Song
  • Haryanvi Song
  • All Movies Songs
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy

Copyright © 2025. Hindi Song Lyrics