Hindi Song Lyrics
  • Home
  • Artist
  • About Us
  • Contact Us

Chaand Raaton Mein 2 0 Lyrics - Amarjeet Jaikar

Chaand Raaton Mein 2 0

Chaand Raaton Mein 2 0 Chaand Raaton Meinn 2.0 song is sung by Amarjeet Jaikar, and has music by Himesh Reshammiya while Himesh Reshammiya has written the Chaand Raaton Meinn 2.0 Lyrics..

Song: Chaand Raaton Mein 2 0

Singer: Amarjeet Jaikar

Music: Himesh Reshammiya

Lyrics: Himesh Reshammiya

Chaand Raaton Mein 2 0 Lyrics


Chaand raat aayi hai
Bepanaah mohobbat laayi hai

Chaand raaton meinn
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaaiya
Sahi jaaye na yaara judaaiya

Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya

Wo pehli pehli mulaqaat apni
Bhulegi na mujhko wo ek baat apni
Jab tune mujhse dabe labzon
Mein hi magar izhaar kiya tha

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya

Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya

Tu hai patang aur main aasmaa tera
Tu heer meri aur main raanjhna tera
Aaja tu aaja meri jaanejana
Main hi to hoon jahaan tera

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara judaiya
Sahi jaaye na yaara judaiya

Dil deke dard liya hai
Raat aur din tujhe jiya hai

Chaand raaton mein
Aaja meri gali ek baar
Sahi jaaye na yaara gudiya
Sahi jaaye na yaara judaiya.

  • Bollywood Song
  • Hindi Song
  • Punjabi Song
  • Old Song
  • Romantic Song
  • Ghazal
  • 90s Hindi Lyrics
  • 80s Hindi Lyrics
  • 70s Hindi Lyrics
  • English Song
  • Bhojpuri Song
  • Haryanvi Song
  • All Movies Songs
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy

Copyright © 2025. Hindi Song Lyrics