Kamaal Karte Ho Kamaal Karte Ho Lyrics by Afsana Khan is Latest Hindi song sung and composed by Afsana Khan. This brand new song is featuring Paras Chhabra and Mahira Sharma. Kamaal Karte Ho song lyrics are written by Abeer while music is given by Goldboy and video is directed by Manish Soni.
Song: Kamaal Karte Ho
Singer: Afsana Khan
Music: Goldboy
Lyrics: Abeer
Starring: Paras Chhabra, Mahira Sharma
Label: HSR Entertainment
Kamaal Karte Ho Lyrics
Punjabi Songs
Kamaal Karte Ho Lyrics by Afsana Khan is latest Punjabi song with music given by Goldboy. Kamaal Karte Ho song lyrics are written by Abeer and music video is directed by Manish Soni.
Kamaal Karte Ho Lyrics
Play "Kamaal Karte Ho"
on Apple Music
Kitnon ke dil todoge
Ab kisko tanha chhodoge
Gaaliyan woh denge log tumhein
Jis jis se munh modoge
Kitnon ke dil todoge
Ab kisko tanha chhodoge
Gaaliyan woh denge log tumhein
Jis jis se munh modoge
Dhanda yeh magar bemisaal karte ho
Dhanda yeh magar bemisaal karte ho
Tumhein kya kahein saahib
Tum kamaal karte ho
In do naino ko roz hi tum
Do char karte ho
Tumhein kya kahein saahib
Tum kamaal karte ho
In do naino ko roz hi tum
Do char karte ho
Tumne kaha tha main sabse juda hoon
Khuda ki kasam bas main hi khuda hoon
Jhoothi thi baatein woh baatein tumhari
Baatein tumhari woh saari ki saari
Tumne kaha tha main sabse juda hoon
Khuda ki kasam bas main hi khuda hoon
Jhoothi thi baatein woh baatein tumhari
Baatein tumhari woh saari ki saari
Mat poochho ab haal
Jo tum behaal karte ho
Mat poochho ab haal
Jo tum behaal karte ho
Tumhein kya kahein saahib
Tum kamaal karte ho
In do naino ko roz hi tum
Do char karte ho
Tumhein kya kahein saahib
Tum kamaal karte ho
In do naino ko roz hi tum
Do char karte ho
Suna tha kisi hai naam tumhara
Malum na tha yeh hai kaam tumhara
Nikle ameer tum to beghairat
Bura hoga ab yeh anjaam tumhara
Suna tha kisi hai naam tumhara
Malum na tha yeh hai kaam tumhara
Nikle ameer tum to beghairat
Bura hoga ab yeh anjaam tumhara
Bura hoga ab yeh anjaam tumhara
Yeh jo bina roye hi aankhein
Tum laal karte
Bina roye hi aankhein
Tum laal karte
Tumhein kya kahein saahib
Tum kamaal karte ho
In do naino ko roz hi tum
Do char karte ho x (4)