ZARA ZARA LYRICS - STEBIN BEN

ZARA ZARA

ZARA ZARA Zara Zara Lyrics by Stebin Ben is latest Hindi song with music given by Piyush Shankar. Zara zara song lyrics are written by Abhendra Kumar Upadhyay and video is directed by Charit Desai.

Song:

ZARA ZARA

Singer:

Stebin Ben

Music:

Piyush Shankar

Lyrics:

Abhendra Kumar Upadhyay

Label:

ZARA ZARA Lyrics


Main din sa tere sath tha
Tere bina main raat hoon
Tere labon pe na ruka
Jo main wohi to baat hoon

Main zara zara sa mujhmein hoon
Tu zara zara sa khud mein hai
Hum poore poore hote sath mein

Main zara zara sa mujhmein hoon

Tu zara zara sa khud mein hai
Hum poore poore hote sath mein
Aankhon ki haalat meri barsaat si hai
Kuchh din ki zindagi hai
Kuchh raat ki hai

Wo aankhon ki haalat meri barsaat si hai
Kuchh din ki zindagi hai
Kuchh raat ki hai

Tukde mere bhi tumko
Chubhte rahenge
Dil kaanch ka hai
Dhadkan bhi kaanch ki hai

Main khafa khafa sa rehta hoon
Tu khafa khafa si rehti hai
Hum donon hanste rehte sath mein

Main zara zara sa mujhmein hoon
Tu zara zara sa khud mein hai
Hum poore poore hote sath mein