Hindi Song Lyrics
  • Home
  • Artist
  • About Us
  • Contact Us

Ab Mujhe Raat Din - Sonu Nigam

Ab Mujhe Raat Din

Ab Mujhe Raat Din Ab Mujhe Raat Din song is a romantic track sung by Sonu Nigam from album Deewana. The song has been written by Faaiz Anwar and composed by Sajid-Wajid

Song: Ab Mujhe Raat Din

Singer: Sonu Nigam

Music: Sajid Wajid

Lyrics: Faaiz Anwaar

Movie: Deewana

Label: T-Series

Ab Mujhe Raat Din Lyrics


Hey zu hmm hmm hmm hmm
Hey hey hey hey hey hey
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
Deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Tum ko dekhe beena chain milta nahi
Dil pe ab to koi zor chalta nahi
Jaadu hain kaisa dil ki lagi mein
Dub gaya hu is bekhudi mein
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain

Har pal dhunde nazar tum ko hi jaaneman
Had se badhne laga mera deewanapan
Dil mein basa lu apna bana lu
Ya phir nazar mein tumko chupa lu
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ab mujhe raat din tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein deewano jaisa haal hain
Deewano jaisa haal hain tumhara hi khayal hain
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

  • Bollywood Song
  • Hindi Song
  • Punjabi Song
  • Old Song
  • Romantic Song
  • Ghazal
  • 90s Hindi Lyrics
  • 80s Hindi Lyrics
  • 70s Hindi Lyrics
  • English Song
  • Bhojpuri Song
  • Haryanvi Song
  • All Movies Songs
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy

Copyright © 2025. Hindi Song Lyrics