Na Samajh Dil Na Samajh Dil lyrics in Hindi sung by Shaan from the movie It’s My Life, lyrics are penned by Nilesh Mishra and music created by Shankar-Ehsaan-Loy. Starring Harman Baweja and Genelia D’Souza in lead roles.
Song: Na Samajh Dil
Singer: Shaan
Music: Nilesh Mishra
Lyrics: Shankar-Ehsaan-Loy
Movie: It’s My Life
Label: T-series
Na Samajh Dil Lyrics
Karke mujhe begana
Tu kis taraf le chala hai
Auron se karke wafayein
Kisko sukoon mila hai x (2)
Ik dafa phir soch le
Yeh mohabbat dekh le
Yahan se jo bhi hai ghuzra
Woh phir nahi aana
Naa samajh dil yeh na maana
Naa samajh dil yeh na maana
Phir chala karke bahana
Naa samajh dil yeh na maana x (2)
Faasle, milon ke faasle
Lagte kareeb hain door se
Raaste hain sirf raaste
Hoti yahan nahi manzilein x (2)
Na ishq ka harzana
Saansein chuka payengi
Aankhon se hath chhuda ke
Neendein chali jayengi
Teri marzi hai jo kare
Jeena chaahe ya phir mare
Mera tha kaam dil mere
Yeh tujhko samjhana
Naa samajh dil yeh na maana
Naa samajh dil yeh na maana
Phir chala karke bahana
Naa samajh dil yeh na maana
Naa samajh dil yeh na maana
Naa samajh dil yeh na maana
Dhoondhe bas gham ka bahana
Naa samajh dil yeh na maana