Hindi Song Lyrics
  • Home
  • Artist
  • About Us
  • Contact Us

BIN SAJAN JHOOLA JHULU LYRICS - Damini

BIN SAJAN JHOOLA JHULU

BIN SAJAN JHOOLA JHULU Bin Sajan Jhoola Jhulu Lyrics from Damini is sung by Kumar Sanu and Sadhana Sargam. Bin Sajan Jhoola Jhulu song lyrics are written by Sameer while its music is given by Nadeem Shravan.

Song: BIN SAJAN JHOOLA JHULU

Singer: Kumar Sanu, Sadhana Sargam,

Music: Nadeem Shravan

Lyrics: Sameer

Movie: Damini

BIN SAJAN JHOOLA JHULU Lyrics


Bin sajan jhoola jhulu
Main vaada kaise bhoolun
Bin sajan jhoola jhulu
Main vaada kaise bhoolun
Jee karta hai yeh mera
Main udd ke gagan ko chhu loon

Main pankh laga ke aaya
Sawan ka mausam laya

Main pankh laga ke aaya
Sawan ka mausam laya
Pyar mere maine tujhe
Apne dil mein basaya
Bin sajan jhoola jhulu
Main vaada kaise bhoolun

Harpal tere pyar ko tarse mera dil
Door mere aankhon se hai sapno ki manzil
Harpal tere pyar ko tarse mera dil
Door mere aankhon se hai sapno ki manzil

Itni akeli hoon main
Yaadon ki saheli hoon main
Ab to ik paheli hoon main aaja

Main pankh laga ke aaya
Sawan ka mausam laya
Main pankh laga ke aaya
Sawan ka mausam laya
Pyar mere maine tujhe
Apne dil mein basaya

Bin sajan jhoola jhulu
Main vaada kaise bhoolun
Jee karta hai yeh mera
Main udd ke gagan ko chhu loon

Main pankh laga ke aaya
Sawan ka mausam laya
Pyar mere maine tujhe
Apne dil mein basaya

Bin sajan jhoola jhulu
Main vaada kaise bhoolun

Tadpe kitne saal tak aur na ab tadpa
Kehti hai yeh dooriyan seene se lag ja
Tera rasta dekhte rehte the yeh nain
Tu na jaane sajna kaise kate din re

Ho phoolon pe jawani aayi
Rutt kya suhani aayi
Nayi zindgani laayi na ja

Bin sajan jhoola jhulu
Main vaada kaise bhoolun
Bin sajan jhoola jhulu
Main vaada kaise bhoolun
Jee karta hai yeh mera
Main udd ke gagan ko chhu loon

Main pankh laga ke aaya
Sawan ka mausam laya
Pyar mere maine tujhe
Apne dil mein basaya

Bin sajan jhoola jhulu
Main vaada kaise bhoolun
Jee karta hai yeh mera
Main udd ke gagan ko chhu loon

Main pankh laga ke aaya
Sawan ka mausam laya
Pyar mere maine tujhe
Apne dil mein basaya

  • Bollywood Song
  • Hindi Song
  • Punjabi Song
  • Old Song
  • Romantic Song
  • Ghazal
  • 90s Hindi Lyrics
  • 80s Hindi Lyrics
  • 70s Hindi Lyrics
  • English Song
  • Bhojpuri Song
  • Haryanvi Song
  • All Movies Songs
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy

Copyright © 2025. Hindi Song Lyrics