Hindi Song Lyrics
  • Home
  • Artist
  • About Us
  • Contact Us

Main Hoon Tere Liye Lyrics - Mohammed Irfan

Main Hoon Tere Liye

Main Hoon Tere Liye Main Hoon Tere Liye Lyrics ??? ??? ???? ??? Lyrics The song is sung by Mohammed Irfan, and has music by Himesh Reshammiya while Manish Shukla has written the Main Hoon Tere Liye Lyrics..

Song: Main Hoon Tere Liye

Singer: Mohammed Irfan

Music: Himesh Reshammiya

Lyrics: Manish Shukla

Main Hoon Tere Liye Lyrics


Tumne humein chaha hum
tumhari kadar karte hai
Magar hum bhi tumhari
utni hi fikar karte hai

Tumse nazre mili jal uthe sau diye
Tu hai mere liye main hoon tere liye
Jeete hai teri yaadon mein hum
Bekarari liye

Tu hai mere liye main hoon tere liye
Tu hai mere liye main hoon tere liye

Kayi baar dil ki baatein
Likhi deewaron par
Kayi baar kaati raatein
Ishq ki mazaaron par

Dil ki baatein tune jaani
Ishaaron ishaaron mein
Sooni sooni dil ki raahein
Badli bahaaron mein

Khoye hai tere khwabon mein hum
Ik khumaari liye

Tu hai mere liye main hoon tere liye
Tu hai mere liye main hoon tere liye

Kayi baar likha tera
Naam in fijaaon mein
Baar baar maanga tujhko
Maine fir duaon mein

Meri iss tadap ko samjha
Behti hawaon ne
Teri aankhein dekhe sab jo
Khwab sab sajaaun mein

Beete yoon teri baahon mein pal
Ishqdaari liye

Tu hai mere liye main hoon tere liye
Tu hai mere liye main hoon tere liye

  • Bollywood Song
  • Hindi Song
  • Punjabi Song
  • Old Song
  • Romantic Song
  • Ghazal
  • 90s Hindi Lyrics
  • 80s Hindi Lyrics
  • 70s Hindi Lyrics
  • English Song
  • Bhojpuri Song
  • Haryanvi Song
  • All Movies Songs
  • Home
  • About Us
  • Contact Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy

Copyright © 2025. Hindi Song Lyrics