Ek Tarfa - Dhvani Bhanushali Ek Tarfa Lyrics: is latest Hindi song sung by Dhvani Bhanushali with music is given by Gaurav Chatterji, Aditya Dev. Ek Tarfa song lyrics are written by Sandeep Gaur. The music video directed by Maria Skobeleva.
Song: Ek Tarfa - Dhvani Bhanushali
Singer: Dhvani Bhanushali
Music: Gaurav Chatterji, Aditya Dev
Lyrics: Sandeep Gaur
Ek Tarfa - Dhvani Bhanushali Lyrics
Ishq Hai Tujhse Hi
Pehla Hi Aakhri
Tu Ye Na Samjha
Ek Tarfa Hai Mera Pyaar
Ek Tarfa Re
Ek Tarfa Hai Mera Pyaar
Ek Tarfa Re
Toot Ke Chaha Maine Tujhko
Toda Tune Waada
Tu Kya Jane Pyaar Kiya
Tujhko Khud Se Zyada
Kiya Ikraar Maine Jab Bhi
Kiya Ikraar Maine Jab Bhi
Tune Kiya Inkaar
Ek Tarfa Hai Mera Pyaar
Ek Tarfa Re
Ek Tarfa Hai Mera Pyaar
Ek Tarfa Re
Sapna Dekha Jab Bhi Maine
Har Sapne Mein Tu Tha
Aankh Mein Meri Aks Tha Tera
Tune Na Pehchana
Badle Mein Tune Diya
Badle Mein Tune Diya
In Aankhon Ko Intezar
Ek Tarfa Hai Mera Pyaar
Ek Tarfa Re
Ek Tarfa Hai Mera Pyaar
Ek Tarfa Re
Ek Tarfa Hai Mera Pyaar
Ek Tarfa Re
Ek Tarfa Hai Mera Pyaar
Ek Tarfa Re