Tum Ho Lyrics

Tum Ho Lyrics from Babloo Bachelor is Latest Hindi song sung by Arijit Singh. This song is featuring Sharman Joshi, Pooja Chopra & Tejashrii Pradhan. The music of this new song is composed by Indraadip Dasgupta while lyrics penned by Ashish Pandit and video is directed by Agnidev Chattarjee.

Tum Ho Lyrics - Babloo Bachelor
Tum Ho Song Details:
Song:Tum Ho
Movie:Babloo Bachelor
Singer:Arijit Singh
Lyrics:Ashish Pandit
Music:Indraadip Dasgupta
Starring:Sharman Joshi, Pooja Chopra, Tejashrii Pradhan

Tum Ho Lyrics

Tum Ho Mere Saare Pehluon Mein
Tum Ho Aate Jaate Chehron Mein

Ho Rab Ki Tarah Har Taraf Tumhi Ho
Tumpe Likhun Kya Harf Tumhi Ho
Tumko Padhun Gaaun Main


 
Meri Dhalti Shamon Mein
Jo Teri Subah Ghul Jaye
Toh Raat Ke Soone Pan Ki
Har Ek Girah Khul Jaye

Tum Ho Mere Saare Pehluon Mein
Tum Ho Aate Jaate Chehron Mein

Tumse Pehle Jaise Khushiyon
Ki Lazzat Thi Feeki Feeki
Betartibi Ka Mere Jeewan
Se Nata Tha Najdeeki

Lekin Jabse Tum Aaye Ho
Lekin Jabse Tum Aaye Ho
Beet Rahi Hai Khaab Sarikhi
Tum Ho Mann Mein Uthti
Lehron Mein

Ishq Se Laakhon Naam Jude Hain
Chaahe Ho Badnaam Mohabbat
Umar Se Bhari Bechani Mein
Janmon Ka Aaraam Mohabbat


 
Mujhko Apne Rang Mein Rang De
Mujhko Bhi Apne Rang Rang De
Kar Lu Main Bhi Kaam Mahobbat

Tum Ho Chal Du Ya Phir Theharun Main
Tum Ho Aate Jaate Cheharon Mein

Ho Rab Ki Tarah Har Taraf Tumhi Ho
Tumpe Likhun Kya Harf Tumhi Ho
Tumko Padhun Gaaun Main

Meri Dhalti Shamon Mein
Jo Teri Subah Ghul Jaye
Toh Raat Ki Sune Pan Ki
Har Ek Girah Khul Jaye
Written by: Ashish Pandit

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net