Sun Maahi Lyrics

Sun Maahi Lyrics: is latest Hindi song sung by Armaan Malik with music is given by Amaal Mallik while Sun Maahi song lyrics are written by Kunaal Vermaa and music video also released by Armaan Malik.

Sun Maahi Lyrics - Armaan Malik
Sun Maahi Song Details:
Song:Sun Maahi
Singer:Armaan Malik
Lyrics:Kunaal Vermaa
Music:Amaal Mallik

Sun Maahi Lyrics

Hai Mausamon Ki Adaon Mein Tu
Behta Hai Bheegi Hawaon Mein Tu
Din Bhar Chale Hai Khayalon Mein Tu
Sun Maahi Sun Maahi

Hai Gunguni Si Subahon Mein Tu
Khamoshiyon Mein Sadaon Mein Tu
Faila Hai Charon Dishaon Mein Tu
Sun Maahi Sun Maahi

Khwabon Ke Kinare
Main Bhi Aaun Tu Bhi Aa Re
Jee Le Zindagi Zara Si
Thode Lamhe Guzare

Na Ho Duniya Ki Batein
Hum Dono Aur Ye Taare
Maine Dhoondha Hai Sara Jahan
Tere Jaisa Koi Kahan Re

Khwabon Ke Kinare Mein Bhi Aaun
Tu Bhi Aa Re
Jee Le Zindagi Zara Si
Thode Lamhe Guzare

Na Ho Duniya Ki Batein
Hum Dono Aur Ye Taare
Maine Dhoondha Hai Sara Jahan
Tere Jaisa Koi Kahan Re

Sun Maahi..

Jeena Jise Chahta Hoon
Haan Tu Wahi Zindagi Hai
Kehne Ka Matlab To Yun Hai
Mere Paas Har Khushi Hai
Bas Tu Aaj Ik Teri Kami Hai

Khwabon Ke Kinare
Main Bhi Aaun Tu Bhi Aa Re
Jee Le Zindagi Zara Si
Thode Lamhe Guzare

Na Ho Duniya Ki Batein
Hum Dono Aur Ye Taare
Maine Dhoondha Hai Sara Jahan
Tere Jaisa Koi Kahan Re

Khwabon Ke Kinare
Main Bhi Aaun Tu Bhi Aa Re
Jee Le Zindagi Zara Si
Thode Lamhe Guzare

Na Ho Duniya Ki Batein
Hum Dono Aur Ye Taare
Maine Dhoondha Hai Sara Jahan
Tere Jaisa Koi Kahan Re

Maine Dhoondha Hai Sara Jahan
Tere Jaisa Koi Kahan Re
Sun Maahi

Written by: Kunaal Vermaa

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net