Raksha Bandhan Wada Hai Lyrics sung by Shreya Ghoshal & Stebin Ben is a new title track song from movie Raksha Bandhan. Starring Akshay Kumar, Bhumi Padnekar, Sahejmeen Kaur, Deepika Khanna, Sadia Khateeb & Smrithi Srikanth. Lyrics of Raksha Bandhan Wada Hai song are written by Irshad Kamil. Himesh Reshammiya composed the music and music video is presented on Zee Music Company.
Raksha Bandhan Wada Hai Song Details:Song: | Raksha Bandhan Wada Hai |
Movie: | Raksha Bandhan |
Singer: | Shreya Ghoshal,Stebin Ben, |
Lyrics: | Irshad Kamil |
Music: | Himesh Reshammiya |
Raksha Bandhan Wada Hai Lyrics
Pehli Yaari Tumse Meri
Pehla Gussa Tumse Tha
Bhai Mere Bachpan Ka to
Poora Kissa Tumse Tha
Aadha Hissa Tha Wo Mera
Aadha Hissa Tumse Tha
Bhai Mere Bachpan Ka to
Poora Kissa Tumse Tha
Raksha Bandhan Wada Hai
Ya Dhaaga Hai Pyar Ka
Ho Dhaaga Hai Pyar Ka
Thoda Sa Hai Chandan
Chota Sa Hai Teeka
Bandhan Zindagi Ka
Raksha Bandhan Wada Hai
Ya Dhaaga Hai Pyar Ka
Ho Dhaaga Hai Pyar Ka
Raksha Bandhan Wada Hai
Ya Dhaaga Hai Pyaar Ka
Ho Dhaaga Hai Pyaar Ka
Thoda Sa Hai Chandan
Chota Sa Hai Teeka
Bandhan Zindagi Ka
Raksha Bandhan Wada Hai
Ya Dhaaga Hai Pyaar Ka
Ho Dhaaga Hai Pyaar Ka
Saat Rang Sacche Aabhi
Kab Hue Kacche Kabhi
Dekhne Ko Naajuk Hai Par
Toot’ti Naa Doriyaan
Chahaton Ki Jhaanki Mile
Chitthiyon Mein Raakhi Mile
Bhoolti Kabhi Naa Behne
Ho Hajaar Dooriyan
Raksha Bandhan Wada Hai
Ya Dhaaga Hai Pyaar Ka
Ho Dhaaga Hai Pyaar Ka
Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa
Aa Aa Aa Aa
Maa Ki Ek Parchhayi Si
Behan Mein Dikhayi Deti
Aur Pita Nazar Aate Hain
Bhaiyon Ki Baat Mein
Khoon Ka Ye Rishta Bhi Hai
Hai Zubaan Ka Naata Bhi
Maan Jo Liya Bhai to
Saans Saans Saath Mein
Raksha Bandhan Wada Hai
Yaa Dhaaga Hai Pyaar Ka
Ho Dhaaga Hai Pyaar Ka
Thoda Sa Hai Resham
Chota Sa Hai Meetha
Bandhan Zindagi Ka
Raksha Bandhan Wada Hai
Ya Dhaaga Hai Pyaar Ka
Ho Dhaaga Hai Pyaar Ka
Written by: Irshad Kamil
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!