Meray Paas Tum Ho Lyrics

Rahat Fateh Ali Khan Meray Paas Tum Ho Lyrics - Meray Paas Tum Ho Lyrics From Meray Paas Tum Ho Drama, Song Lyrics Written By Khalil-Ur-Rehman Qamar, Meray Paas Tum Ho Song Sung By Rahat Fateh Ali Khan, Music Composed By Naveed Naushad And Music Label By ARY Digital.

Meray Paas Tum Ho OST Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan
Meray Paas Tum Ho Song Details:
Song:Meray Paas Tum Ho
Singer:Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics:Khalil-Ur-Rehman Qamar
Music:Naveed Naushad

Meray Paas Tum Ho Lyrics

Bhool Janey Ka Hunar Mujh Ko Sikhatey Jao
Ja Rahey Ho Too Sab Hi Naqsh Mitatey Jao

Chalo Rasman Hi Sahi
Mud K Mujhey Dekh Too Lo
Todtey Todtey Talluq Ko Nibhatey Jao

Hmm..
Hmm..

Kabhi Kabhi Yeh Mujhey Sataye
Kabhi Kabhi Yeh Rulaye

Kabhi Kabhi Yeh Mujhey Sataye
Kabhi Kabhi Yeh Rulaye

Faqat Mere Dil Se Utar Jaiye Ga
Faqat Mere Dil Se Utar Jaiye Ga
Bichadna Mubarak, Bichad Jaiye Ga

Kabhi Kabhi Yeh Mujhey Satayae 
Kabhi Kabhi Yeh Rulaye

Main Samjha Tha Tum Ho
Too Kia Aur Mangun
Meri Zindagi Main
Meri Aas Tum Ho

Main Samjha Tha Tum Ho
Too Kia Aur Mangun
Meri Zindagi Main
Meri Aas Tum Ho

Yeh Duniya Nahi Hai Mere Paas Too Kia
Mera Yeh Bharam Tha
Mere Paas Tum Ho

Magar Tum Se Seekha 
Muhabbat Bhi Ho Too
Dagha Kijiye Ga
Mukar Jaiye Ga

Hmm..
Hmm..

Tera Haath Kal Tak
Mere Haath Main Tha
Tera Dil Dhadakta Tha Dil Main Hamarey

Yeh Makhmoor Aankhain 
Jo Badli Hoe Hain
Kabhi Hum Ne Inkey Hai Sadqay Utarey

Kahin Ab Mulaqaat Hojaye Hum Se
Bacha Kar Nazar Ko
Guzar Jaaiye Ga

Jeena Hai, Tere Bina
Jeena Hai, Tere Bina

Jeena Hai Ab Mujh Ko Terey Bina
Written by: Khalil-Ur-Rehman Qamar

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net