MAUKA HAI Lyrics

Mauka Hai Lyrics by B Praak is latest Hindi song with music given by Rochak Kohli. Mauka Hai song lyrics are written by Manoj Muntashir and released by T-Series.

MAUKA HAI LYRICS - B PRAAK
MAUKA HAI Song Details:
Song:MAUKA HAI
Singer:B Praak
Lyrics:Manoj Muntashir
Music:Rochak Kohli

MAUKA HAI Lyrics

Ho laga ke seedhi chadhe chand pe

Laga ke seedhi chadhe chand pe
Humko kisne roka hai
Laga ke seedhi chadhe chand pe
Humko kisne roka hai

Jo duniya ke liye hai mushkil
Apne liye woh mauka hai
Aage badh jaayein mauka hai

Kuchh to kar jaayein mauka hai
Ho banke tiranga neel gagan pe
Lehrayein lehrayein mauka hai
Aage badh jaayein mauka hai
Kuchh to kar jaayein mauka hai

Ho banke tiranga neel gagan pe
Hum lehrayein

Mauka hai mauka hai

Mauka hai mauka hai
Gali gali kooche kooche
Chale hausle unche unche
Ke roke se is baar rukein na hum
Utha ke sar jo faslein khadi hain
Suno to humse kya keh rahi hain
Jhuk jaaye aakash jhukein na hum

Aisa aaghaz karein
Gaon ki galiyan naaz karein
Mitti ko chhu ke hum sona

Kar jaayein kar jaayein
Jo jashn abhi tak hua nahi
Jo shikhar abhi tak chhua nahi
Chal woh chhu aayein
Haan woh chhu aayein

Mauka hai mauka hai
Mauka hai mauka hai
Mauka hai
Written by: Manoj Muntashir
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...