Kya Kehna Lyrics Lyrics

Kya Kehna Lyrics / Zaroori Tha 2 sung by Rahat Fatah Ali Khan is a new Hindi song. Featuring Affan Malik & Alishba Anjum. Lyrics of Kya Kehna song are written by Mujtaba Sunny. Karman Akhtar composed the music. Sageel Khan directed the video and music video is presented on Desi Beats Records.

Kya Kehna Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan
Kya Kehna Lyrics Song Details:
Song:Kya Kehna Lyrics
Singer:Rahat Fatah Ali Khan
Lyrics:Mujtaba Sunny
Music:Karman Akhtar
Starring:Affan Malik, Alishba Anjum

Kya Kehna Lyrics Lyrics

Kisi Ki Bas Zara Si
Bewafai Maar Deti Hai
Mohabbat Mein Na Socha Tha
Judaai Maar Deti Hain

Kya Kehna Sab Munaasib Tha
Samajh Lete Na Aankhon Se

Kya Kehna Sab Munaasib Tha
Samajh Lete Na Aankhon Se
The Dastak De Rahe Aansun
Tere Dil Ke Daricho Se

Ki Khushfehmi Naa Jaane Kyu
Mera Sab Kuch Tumhi Se Hai
Palat Kar Tum Bhi Na Dekho
Yakeenan Phir Kami Si Hai

Ulajh Kar Bhi Mila Kuch Na
Mujhe Apne Naseebon Se
Joh Tum Hi Na Huye Apne
Kya Lena Phir Rakibon Se

Hain Rona Umr Bhar Maine
Juda Hans Kar Kiya Toone
Wafa Ki Baat Karte the
Diya Kaisa Daga Toone

Huye Aadhi Tumhare Joh
Mohabbat Chhod Di Toone

Magar Ye Aidh Karte Hain
Judai Hum Nibhayenge
Kisi Pe Maar Ke Bhi
Jeete Hain Kaise Ye Dikhayenge

Diye Bhi Toh Diye Kaise
Yeh Tumne Zakham Kaanton Se
Fakat Tujhko Hi Dikhne Hain
Hua Kuch Na Tabeebo Se

Kiya Tha Istakhara Toh
Teri Ulfat Ko Dekha Tha
Main Seedha Ishq Pe Pohchan
Mohabbat Ko Na Dekha Tha

Kanaare Par Laga Kar Kyun
Kanaara Humse Kar Baithe

Takare Teri Chahat Ke
Adhure the Toh Keh Dete
Yun Jaana Chhod Kar Tera
Yoon Hi Chup Chaap Seh Lete

Naa Hote Dar Badar Tujhme
Naa Hote Hum Masheeron Se
Likha Tha Saath Bas Itna
Samajh Lete Lakeeron Se

Kya Kehna Sab Munaasib Tha
Samajh Lete Na Aankhon Se
Written by: Mujtaba Sunny

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net