Ishq Zahe Naseeb Lyrics

shq Zahe Naseeb OST Lyrics are below. This is a Latest Pakistani Drama OST sung by Naveed Nashad. The Drama features Zahid Ahmed as Sameer, Sonya Hussain as Gohar, Zarnish Khan as Donia, Yumna Zaidi as Shakra, Sami Khan as Kashif & Azekah Daniel as Zoya. The Drama Writer is Hashim Nadeem While Farooq Rind is the Director of the Drama Serial. OST Lyrics are written by Hashim Nadeem While The Music of the OST is Composed by Naveed Nashad. The Drama is Produced by Moomal Production. The music video

Ishq Zahe Naseeb OST Lyrics - Naveed Nashad
Ishq Zahe Naseeb Song Details:
Song:Ishq Zahe Naseeb
Singer:Naveed Nashad
Lyrics:Hashim Nadeem
Music:Naveed Nashad

Ishq Zahe Naseeb Lyrics

Tera Hijar Hai Ya Mera Raqeeb
Main Pass Hon Tu Nahi Kareeb
Huye Yaar Dushman Na Koi Habib

Tera Ishq Hai Zahe Naseeb
Mera Hijar Hai Zahe Naseeb
Zahe Naseeb, Zahe Naseeb, Zahe Naseeb
Zahe Naseeb, Zahe Naseeb, Zahe Naseeb

Mujhe Jog De, Mujhe Rog Day
Mujhe Jog Day, Mujhe Rog De
Yeh Khushi Pakar Mujhe Sog Day
Murshad Hai Tu Main Tera Mureed
Murshad Hai Tu Main Tera Mureed

Tera Ishq Hai Zahe Naseeb
Zahe Naseeb, Zahe Naseeb, Zahe Naseeb

Koi Dard Ho Koi Meer Ho
Na Koyi Mujh Sa Fakeer Ho
Main Ghulam Hon
Main Ghulam Hon
Aa Mujhe Khareed

Tera Ishq Hai Zahe Naseeb
Mera Hijar Hai Zahe Naseeb

Meri Nason Mein Zehar Bhara Hai
Teri Judai Mein Qehar Para Hai
Main Mareez Hon
Main Mareez Hon
Tu Mera Tabeeb

Tera Ishq Hai Zahe Naseeb
Mera Hijar Hai Zahe Naseeb

Main Tabah Hua, Main Fanaa Hua
Mera Roum Jal Ke Suwa Hua
Tarap Meri Kuch Aur Shadeed
Tarap Meri Kuch Aur Shadeed

Tera Ishq Hai Zahe Naseeb
Written by: Hashim Nadeem

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net