ISHQ MEIN Lyrics

Ishq Mein Lyrics by Sachet Tandon: Ishq Mein song lyrics is just released recreated Hindi number written by Kumaar. Its music is given by Meet Bros while video is directed by Mahi Sandhu and Joban Sandhu.

ISHQ MEIN LYRICS - SACHET TANDON
ISHQ MEIN Song Details:
Song:ISHQ MEIN
Singer:Sachet Tandon
Lyrics:Kumaar
Music:Meet Bros

ISHQ MEIN Lyrics

Woh door jaake kahin pe
Abaad ho gaye
Hum to rahe na kahin ke
Barbaad ho gaye

Woh door jaake kahin pe
Abaad ho gaye
Hum to rahe na kahin ke
Barbaad ho gaye

Hak mein unke saari duayein ho gayin
Unsuni hum koyi fariyad ho gaye
Meri takdeer mein dard the hi nahi
Meri takdeer mein dard the hi nahi
Dard unke banaye huye hain

Ishq mein hum
Ishq mein hum tumhe kya batayein
Kis kadar chot khaye huye hain

Ishq mein hum tumhe kya batayein
Kis kadar chot khaye huye hain
Maut ne humko maara hai aur hum
Zindagi ke sataye huye hain
Ishq mein hum tumhe kya batayein

Tha unko malum dil hai kahaan
Vaar dhokhe se kar gaye wahaan
Itni mehangi padi aashiqui
Ke aaj dushman hai saara jahaan

Jeet hi thi likhi us khuda ne meri

Jeet hi thi likhi us khuda ne meri
Hum to unke haraaye huye hain
Ishq mein hum tumhe kya batayein
Kis kadar chot khaye huye hain
Ishq mein hum tumhe kya batayein
Kis kadar chot khaye huye hain
Ishq mein hum tumhe kya batayein

Woh berukhi is tarah kar gaye
Hum unko dekhe bina mar gaye
Haan jinmein rehte the woh raat din
Unn nigaahon mein ashq bhar gaye

Samne aake bhi humse milte nahi
Samne aake bhi humse milte nahi
Woh to aise paraye huye hain

Ishq mein hum tumhe kya batayein
Kis kadar chot khaye huye hain
Ishq mein hum tumhe kya batayein
Kis kadar chot khaye huye hain

Maut ne humko maara hai aur hum
Zindagi ke sataye huye hain
Ishq mein hum tumhe kya batayein
Written by: Kumaar

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net