Hazaron Ka Kya Hoga Lyrics

Hazaron Ka Kya Hoga Is Latest Lagan Special Bhojpuri Song Sung By Ritesh Pandey & Priyanka Singh. Star Cast In This Video Are Ritesh Pandey & Pramila Ghosh. This Song Is Written By Rajneesh Chaubey While Music Composed By Chhotu Rawat.

Hazaron Ka Kya Hoga Lyrics - Ritesh Pandey
Hazaron Ka Kya Hoga Song Details:
Song:Hazaron Ka Kya Hoga
Singer:Ritesh Pandey, Priyanka Singh,
Lyrics:Rajneesh Chaubey
Music:Chhotu Rawat
Starring:Ritesh Pandey & Pramila Ghosh

Hazaron Ka Kya Hoga Lyrics

Jabari Jawani Na Tumko Milegi !
Jabari Jawani Na Tumko Milegi
Hun Kisi Aur Ki Na Daal Galegi
Hey ! Jabari Jawani Na Tumko Milegi
Hun Kisi Aur Ki Na Daal Galegi
Karo Khud Se Manage To Achha Hoga
Achha Hoga ! Achha Hoga !
Love Ek Se Karogi Khali Usi Pe Marogi
To Batao Hazaron Ka Kya Hoga
Love Ek Se Karogi Khali Usi Pe Marogi !
To Batao Hajaro Ka Kya Hoga !!
Kya Hoga !

Pyar Nahi Parsad Hai Ki Har Kisi Ko Batungi
Jo Pahle Se Line Me Hai Usko Kaise Datungi
Are Batne Se Pyar Badhta Hai
Yahi Cheej Hai Jo Nahi Ghatata Hai
Aisa Sochna Meri To Khata Hoga
Khata Hoga ! Khata Hoga !
Love Ek Se Karogi Khali Usi Pe Marogi
To Batao Hazaron Ka Kya Hoga
Love Ek Se Karogi Khali Usi Pe Marogi !
To Batao Hajaro Ka Kya Hoga !!
Kya Hoga !

Tum Ladko Ka Kaam Yahi Hai Jhutha Pyar Karte Ho
Har Ladki Ko Dekh Kar Thandi Aahe Bharte Ho
Aisi Baato Ko Main Nahi Manta
Ladkiyo Ki Aadat Hun Main Janta
Ritesh Rajnish Ke Baat Na Saccha Hoga
Saccha Hoga ! Saccha Hoga !
Love Ek Se Karogi Khali Usi Pe Marogi
To Batao Hazaron Ka Kya Hoga
Labh Ek Se Karogi Khali Usi Pe Marogi !
To Batao Hajaro Ka Kya Hoga !!
Kya Hoga !
Written by: Rajneesh Chaubey

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net