Dua Lyrics

Dua Lyrics: is latest Hindi song sung by Manan Bhardwaj with music is given by Manan Bhardwaj while Dua song lyrics are written by Manan Bhardwaj. The music video starring by Manan Bhardwaj, Kaashish Vohra, Rahul Jaittly.

Dua Lyrics - Manan Bhardwaj
Dua Song Details:
Song:Dua
Singer:Manan Bhardwaj
Lyrics:Manan Bhardwaj
Music:Manan Bhardwaj
Starring:Manan Bhardwaj, Rahul Jaittly, Kaashish Vohra

Dua Lyrics

Haan Pathar Ko Apna Samajh Kar
Ek Sheesha Toot Gaya
Ek Soone Raste Par
Haan Main Akela Chhoot Gaya

Lag Jati Hai Aag Zehan Main
Jab Jab Bhi Barsaat Ho
Roz Sota Hoon Ye Soch Kar
Aaj Aakhri Raat Ho

Main Dua Karunga Allah Se
Meri Maut Tere Hath Ho
Aur Agle Janam Mein
Firse Meri Aashiq Wali Jaat Ho

Main Dua Karunga Allah Se
Meri Maut Tere Hath Ho
Aur Agle Janam Mein
Firse Meri Aashiq Wali Jaat Ho

Kya Tumhein Pata
Kitna Darte Hai
Hum Ab Ishq Ke Naam Se
Acche Khase Shayar The
Ab Nahi Rahe Kisi Kaam Ke

Aa Jati Hai Yaad Tumhari
Kagaz Kalam Uthate Hi
Kitne Kagaz Fainke Maine
Likh Likh Kar Tere Naam Ke

Kya Tha Likha Tha Maine Tujh Par
Shayad Tujhko Yaad Ho
Roz Sota Hoon Ye Soch Kar
Kaash Tujhse Baat Ho

Main Dua Karunga Allah Se
Meri Maut Tere Hath Ho
Aur Agle Janam Mein
Firse Meri Aashiq Wali Jaat Ho

Jahan Rehte Hai Toote Aashiq
Main Usi Jagah Pe Milta Hoon
Tu Koshish Kar Sun-Ne To Aa
Main Aaj Bhi Gaane Likhta Hoon

Maine Bhi Kuch Dil Tode Hai
Jaise Mera Tune Toda Tha
Mujhe Kehne Lage Hai Saare
Ab Main Tere Jaisa Dikhta Hoon

Jab Jaun Main Is Duniya Se
Us Din Khuda Barsaat Ho
Aur Agle Janam Mein
Firse Meri Aashiq Wali Jaat Ho

Kya Khud Ko Khuda Maante Ho
Kya Khud Ko Khuda Maante Ho
Hamein Maar To Diya
Par Ek Shayar Ko Marne Ki
Saza Jante Ho
Written by: Manan Bhardwaj

                                
Found Any Mistake in Lyrics?, Please Report In Contact Section with Correct Lyrics!

You may also like...



Disclaimer:

DISCLAIMER:All song lyrics displayed here are for educational purposes only. Songs lyrics and images shared are copyright to their respective owners. We respect the artists and don't promote copyright infringement instead. If you enjoy the music then please support the respective artists and buy the original music from the legal music providers such as Gaana, Wynk Music, Jiosaavn, iTunes etc.


Thank You For Visiting The Hindisonglyrics.net